Maana Teri majburi thi

Maana Teri majburi thi,

Par tera mujhe diya ek vaada bhi tha,

Bahane dhoonde tune hazaar,

Kya tera sath nibhane ka koi iraada bhi tha.

You may also like...