Monthly Archive: March 2018

Apne Sab Yar Kaam Kar Rahe Hain

Apne Sab Yar Kaam Kar Rahe Hain

Apne Sab yaar kaam kar rahe hain Aur ham hain ki naam kar rahe hain Teġh-bazi ka shauq apni jagah Aap to qatl-e-am kar rahe hain Dad-o-tahsin ka ye shor hai kyuun Ham to ḳhud se kalam kar rahe...

Apna Khaka Lagta Hun

Apna Khaka Lagta Hun

Apna ḳhaka lagta huun Ek tamasha lagta huun ainon ko zang laga Ab main kaisa lagta huun Ab main koi shaḳhs nahin Us ka saaya lagta huun Saare rishte tishna hain Kya main dariya lagta huun Us se gale mil kar ḳhud ko Tanha tanha lagta huun Khud ko main sab ankhon men Dhundla dhundla lagta huun Main har lamha...

Ajab Haalat Hamari Ho Gai Hai

Ajab Haalat Hamari Ho Gai Hai

Ajab halat hamari ho gai hai Ye duniya ab tumhārī ho ga.ī hai Suḳhan mera udasi hai sar-e-sham Jo ḳhamoshi pe taari ho gai hai Bahut hi ḳhush hai dil apne kiye par Zamane-bhar men ḳhvari ho gai hai Vo nazuk-lab hai ab jaane hi vaala Miri...

Aish-e-Ummid Hi Se Khatra Hai

Aish-e-Ummid Hi Se Khatra Hai

Aish-e-ummid hi se ḳhatra hai Dil ko ab dil-dahi se ḳhatra hai Hai kuchh aisa ki us ki jalvat meñ Hamen apni kami se ḳhatra hai Jis ke aġhosh ka huun divana Us ke aġhosh hi se ḳhatra hai Yaad ki dhuup to hai rose...

Ai Subh Main Ab Kahan Raha Hun

Ai Subh Main Ab Kahan Raha Hun

Ai subah main ab kahan raha huun Khvabon hi men sarf ho chuka huun Sab mere baġhair mutmain hain Main sab ke baġhair ji raha huun Kya hai jo badal gai hai duniya Main bhi to bahut badal gaya huun Go apne hazar naam rakh luun Par apne sivā...

Ai Ku-e-Yar Tere Zamane Guzar Gae

Ai Ku-e-Yar Tere Zamane Guzar Gae

Ai ku-e-yar tere zamane guzar gae Jo apne ghar se aae the vo apne ghar gae Ab kaun zaḳhm o zahr se rakkhega silsila Jiine kI ab havas hai hameN ham to mar ga.e Ab kya kahun ki saara mohalla...

Abhi Farman Aaya Hai Wahan Se

Abhi Farman Aaya Hai Wahan Se

Abhi farman aaya hai vahan se Ki hat jaun main apne darmiyan se Yahan jo hai tanaffus hi men gum hai Parinde ud rahe hain shaḳh-e-jan se Daricha baaz hai yadon ka aur main...

Ab Kisi Se Mera Hisab Nahin

Ab Kisi Se Mera Hisab Nahin

   Ab kisi se mira hisab nahin Meri ankhon men koi ḳhvab nahin Khuun ke ghunT pi raha huun main Ye mira ḳhuun hai sharab nahin Main sharabi huun meri aas na chhin Tu miri aas hai sarab nahin Noch phenke labonnse main ne saval Taqat-e-shoḳhi-e-javab nahin Ab to punjab...

Aakhiri Bar Aah Kar Li Hai

Aakhiri Bar Aah Kar Li Hai

Aḳhiri baar aah kar li hai MaiN ne ḳhud se nibah kar li hai Apne sar ik bala to leni thi Main ne vo zulf apne sar li hai Din bhala kis tarah guzaroge Vasl ki shab bhi ab guzar li hai Jan-nisaron pe vaar kya karna Main ne...