Pyaar Se Pyara Nahi Milta Zindagi Mein Koi
Pyaar se pyara nahi milta zindagi mein koi, Jo hai pass apke, usko sambhal kar rakhna, Yun na samajh ki jo tera hai wo tera hi rahega, Kyunki ek baar khokar pyar dobaara nahi...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari
by admin · Published April 30, 2020 · Last modified December 3, 2020
Pyaar se pyara nahi milta zindagi mein koi, Jo hai pass apke, usko sambhal kar rakhna, Yun na samajh ki jo tera hai wo tera hi rahega, Kyunki ek baar khokar pyar dobaara nahi...
Asli Shayar / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / सामान्य
by admin · Published April 30, 2020 · Last modified September 24, 2020
Koi ishaara, dilaasa na koi waada magar, jab aayi sham to tera intezaar karne laga, Bicchda kuch is kadar se ki rut hi badal gayi, Ik shakhs saare seher ko viraan kar gaya.
Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / प्यार
by admin · Published April 30, 2020
Ye ishq mohabbat ki bewafaai to yu hi badnam hai, Zindagi mein zindagi se jyada bewafa koi nahi, Kab, kahan aur kaise chhod jayegi pata nahi, Isko bas bahana chahaiye aur kuchh nahi.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / प्यार
by admin · Published April 30, 2020
Jalate hain hum apne dil ko diye ki tarah, Teri zindagi mein khushiyon ki roshni lane ke liye, Seh jate hain har chubhan ko apne pairon tale, Tera rahun mein phool bichhane ke liye.
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 30, 2020
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 30, 2020
Mili thi zindagi mujhe shaan se, Kisi ke kaam aane ke liye… Par waqt beet raha hai yaaron, Kagaz ke tukde kamane ke liye. Kya karoge itne paise kama kar? Na kafan mein jeb...
Falsafa samjho na asraar-e-siyasat samjho, Zindagi sirf hakiqat hai hakiqat samjho, Jaane kis din ho hawayein bhi neelam yahan, Aaj to saans bhi lete ho ghaneemat samjho.
Asli Shayar / English / Life / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / सामान्य
by admin · Published April 29, 2020
Humara zikr bhi ab jurm ho gaya hai wahan, Dinon ki baat hai mehfil ki aabru hum the, Khayal tha ke ye pathrav rok dein chal kar, Jo hosh aaya toh dekha lahu luhan...
Ab na main hoon, Na baaki hai zamane mere, Fir bhi mashhoor hain shaharon mein fasane mere, Zindagi hai toh naye zakhm bhi lag jayenge, Ab bhi baaki hain kayi dost puraane mere.
Khyalon mein wahi, Sapnon mein wahi, Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi, Hum jaagte rahe aur duniya soti rahi, Ek baarish hi thi jo humare sath roti rahi.
Follow: