अल्लामा इक़बाल की 20 शेरों की टॉप शायरी
1. “ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले, ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है.” इस शेर में अल्लामा इकबाल ने ख़ुदी के महत्व को बताया है, और...
1. “ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले, ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है.” इस शेर में अल्लामा इकबाल ने ख़ुदी के महत्व को बताया है, और...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Anokhi vaza hai saare zamane se nirale hain Ye ashiq kaun si basti ke ya-rab rahne vaale hain Ilaj-e-dard men bhi dard ki lazzat pe marta huun Jo the chhalon men kante nok-e-sozan se nikale hain Phala-phula rahe ya-rab chaman meri umidon ka Jigar ka ḳhuun de...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Amin-e-raz hai mardan-e-hur ki darveshi Ki jibrail se hai us ko nisbat-e-ḳhveshi Kise ḳhabar ki safine Dubo chuki kitne Faqih o suufi o sha.ir ki na-ḳhush-andeshi Nigah-e-garm ki sheron ke jis se hosh ud jaaen Na ah-e-sard ki hai gosfandi o...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Agar kaj-rau hain anjum asman tera hai ya mera Mujhe fikr-e-jahan kyuun ho jahn tera hai ya mera Agar hangama-ha-e-shauq se hai la-makan ḳhali Khata kis ki hai ya rab la-makan tera hai ya mera Use subh-e-azal inkar ki jurat hui kyunkar Mujhe malum kya vo raz-dan tera hai ya mera Mohammad bhi tira jibril bhi quran bhi tera Magar...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Aflak se aata hai nalon kā javab aḳhir Karte hain ḳhitab aḳhir uthte hain hijab aḳhir Ahval-e-mohabbat men kuchh farq nahin aisa Soz o tab-o-tab avval soz o tab-o-tab aḳhir Main tujh ko batata huun taqdir-e-umam kya hai Shamshir-o-sinan avval taūs-o-raubab aḳhir Mai-ḳhana-e-europe ke dastūr...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Alam-e-ab-o-ḳhak-o-bad sir-e-ayan hai tu ki mai Vo jo nazar se hai nihan us ka jahan hai tu ki mai Vo shab-e-dard-o-soz-o-Gam kahte hai zindagi jise Us ki sahar hai tU ki mai us ki azaan hai tu ki mai Kis ki numud ke liye shaam o sahar hain garm-e-sair Shana-e-rozgar...
Follow: