Top 10 Shayariyan Tootte Dil Ka Dard Aur Healing Ka Safar . Dard bhi hai, yaadein bhi hain, magar waqt ke saath sab theek ho jata hai. Agar aapka dil toota hai, toh yeh shayariyan aapke jazbaat bayan karne me madad karengi. Chaliye, heartbreak aur healing ki is safar ko shabdon me mehsoos karein!
Category: Sad
Collection of Real Shayari in Sad Category
-

Khamoshi Ki Awaaz
Khamoshi Ki Awaaz | Jab Alfaaz Kam Pad Jaayein. Kabhi-kabhi khamoshi sabse gehri baat keh jaati hai. Jab shabdon ki zaroorat mehsoos hoti hai, par dil ke jazbaat alfaaz mein nahi dhalte, tab sirf khamoshi bolti hai. Yeh blog unhi ankahe jazbaaton ko shayari ke zariye bayan karta hai.
Agar aap bhi kabhi bechain raaton mein kisi ki yaadon mein kho gaye hain, ya kisi ke dil ke jazbaat bina kahe samajhna chahte hain, toh yeh shayariyan aapke dil ke kareeb aayengi.
-

दिल को छू लेने वाली शायरी
दिल को छू लेने वाली शायरी शायरी वो माध्यम है जो हमारे दिल की गहराइयों में बसे भावों को अल्फ़ाज़ों में पिरोती है। चाहे वह प्यार का जादू हो, जुदाई का दर्द, या ज़िंदगी के उलझनों का सच – शायरी हर एहसास को बखूबी बयाँ करती है। आज हम आपके लिए लेकर आए हैं कुछ बेहतरीन शायरियों का संग्रह, जो आपके दिल को छू लेंगी। ये शायरियाँ न केवल मशहूर शायरों की हैं बल्कि इंटरनेट पर ट्रेंड कर रही हैं और हर किसी के दिल की बात बन गई हैं।
-

Door Rehna Aapka Humse Saha Nahi Jata
Door Rehna Aapka Humse Saha Nahi Jata,
Juda Hoke Aapse Humse Raha Nahi Jata,
Ab To Wapas Laut Aaiye Hamare Paas,
Dil Ka Haal Ab Kisi Se Kaha Nahi Jata.
Door Rehna Aapka Humse Saha Nahi Jata…
In dooriyon ki na parwah kijiye,
Dil kare jab hame pukaar leejiye,
Jyaada door nahi hain ham aapse,
Bas ek call karke hame bula leejiye.
Dur Rahkar Bhi tum rahte ho mere Pass
Apki har baat mere liye hai khas yakin karo
Karo meri baat par vishwas kitna khubsurat
Hai apke hone ka ehsas..
Dooriyan hai hamare beech lekin
dilo me hamare pyar hai,Jeetenge
ham hi ek din hogi in faslon ki haar hai.
Humare Bich ki ye duri ab sahi nahi jati
Shaam savere ab sirf teri yaad hai Aati
Tere sath ki Aadat lagi thi is kadar mujhe
in dino apni saheliyan bhi nahi bhati..
Tum puchti ho na mujhe sone jane ki
itni jaldi kyun Hoti hai, to suno kyuki Roz
sapno me meri tum se mulakat hoti Hai.
Din ye kat jaate hain lekin raaten
Chand ko dekh kar ha katti benglor
se Dilli tak ki duri saat samandar
Par jesi hai lagti..
Yaad Aati ho tum, to ye Aankhe bhar
Aati Hain din kat jaate hain ye raten
Bahut satati Hain khush kismat hun
ki saya ho tum mera jese chandni
chand ka sath nibhati Hai..
Kaash Meri Ek Khwahish Poori Ho
Meri Ibadat Ke Bagair,Woh Aakar
Mujhe Apne Gale Laga Le Meri
Ijaajat Ke Bagair.
Also Read – Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
Facebook – https://www.facebook.com/RealShaayari
Youtube – https://youtu.be/GWlMAOhK9nA
-

Zindagi Bahut Khoobasurat Hai
Zindagi Bahut Khoobasurat Hai,
Zindagi Se Pyar Karo,
Agar Ho Raat To,Subah Ka Intajaar Karo,
Wo Pal Bhi Aaega Jiska Tujhe Intezaar Hai,
Bas Us Khuda Par Bharosa Aur Wakt Par Aitavaar Karo.Zindagi Bahut Khoobasurat Hai…
Zindagi Mein Jeet Aur Haar Hai Kiske Liye,
Ek Doosare Mein Itni Takraar Hai Kiske Liye,
Jo Aaya Hai Is Duniya Me Ek Din Wo Jaega,
E Insa To Tujhe Itna Guman Hai Kiske Liye.Zindagi Mein Jab Aap Sahi Hoten Hain,
To Ise Koi Yaad Nahi Rakhta,
Aur Zindagi Mein Jab Aap Galat Ho Jate Hai,
To Ise Koi Nahi Bhoolta.Pyar Mein Kisi Ko Khona Bhi Zindagi Hain,
Zindagi Me Gamo Ka Hona Bhi Zindagi Hai.
Yun To Rehti Hain Hotho Par Muskurahat,
Par Chupke Se Kisi Ke Liye Rona Bhi Zindagi Hai.Ai Zindagi Tu Mujhe Udna Sikha De,
Mujhe Halaton Se Ladna Sikha De,
Har Haal Mein Khush Rahna Sikha De,
Aur Har Haar Se Tu Mujhe Jeetna Sikha De.Zindagi… Bahut Khoobsoorat Hai,
Kabhi Hansati Hai, To Kabhi Rulati Hai,
Lekin Jo Zindagi Ki Bheed Mein Khush Rahta Hai,
Zindagi Usi Ke Aage Sir Jhukati Hai.Zindagi Mein Chhaanv Hai To Kabhi Dhoop Hai,
Ai Zindagi Na Jane Tere Kitne Roop Hain,
Zindagi Mein Halaat Jo Bhi Hon,
Lekin Zindagi Mein Muskurana Nahi Bhoola Karte Hain.Is Duniya Me Koi Khushiyon Ki Chah Me Rota Hai,
Koi Gamo Ki Panaah Me Rota Hai,
Ajeeb Zindagi Ka Silasila Hai,
Koi Bharose Ke Liye Rota Hai,
Koi Bharosa Karke Rota Hai.Also Read – Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
https://www.facebook.com/RealShaayari
Youtube – https://youtu.be/GWlMAOhK9nA
-

Tumhe Dekhkar Ye Nigah Jhuk Jayegi
Tumhe Dekhkar Ye Nigah Jhuk Jayegi,
Khamoshi Har Baat Keh Jayegi,
Pad Lena In Nigahon Mein Apne Pyar Ko,
Tumhri Kasam Sari Kaynaat Wahi Ruk Jayegi.Har Waqt Tum Ko Yaad Karta Hun,
Ha Main Tumsein Pyaar Karta Hun,
Kyun Tum Mujhse Khafa Ho,
Main Tumhi Per To Marta Hun.Teri Saadgi Ko Nihaarne Ka Dil Karta Hai,
Saari Umr Tere Naam Karne Ka Dil Karta Hai,
Ek Mukammal Shayari Hai Tu Kudrat Ki,
Tujhe Ghazal Banake Zuban Pe Lane Ka Dil Karta Hai,Apni Har Saans Me Aabaad Kiya Hai Tumko,
Ai Meri Jana Bahut Yaad Kiya Hai Tumko,
Meri Zindagi Me Tum Nahin To Kuch Bhi Nahi,
Apni Zindagi Se Badkar Pyar Kiya Hai Tumko.Lamehe Ye Suhane Sath Ho Ya Na Ho,
Kal Me Aaj Aisi Baat Ho Ya Na Ho,
Aapse Pyar Hamesha Mere Dil Me Rahega,
Chahe Poori Umr Mulakaat Ho Ya Na Ho.Dil Hi Dil Me Tumhe Mohabbat Karte Hain,
Chup-Chaap Pyar Ka Izhaar Karte Hain,
Ye Jante Huye Bhi Aap Meri Kismat Me Nahi,
Par Paane Ki Koshish Bar Bar Karte Hain.Meri Har Khushi Har Baat Teri Hai,
Meri Sanso Me Basi Wo Mahak Teri Hai,
Ik Pal Bhi Nahi Rah Sakte Bin Tere,
Dhadkano Se Nikalti Har Abaz Teri Hai.Tere Sare Gamo Ko Main Chura Lun,
Zindagi Ab Teri Chahat Me Sawar Lun,
Mulakat Ho Tujhse Is Tarah,
Poori Umr Bas Ek Mulakaat Me Gujar Lun.Teri Yaad Ne Bura Haal Kar Diya,
Tanha Jeena, Muhal Kar Diya,
Socha Ab Tumhe Na Sochun,
Kambakht Dil Ne Dhadkne Se Inkar Kar Diya.Also Read – Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
https://www.facebook.com/RealShaayari
Youtube – https://youtu.be/GWlMAOhK9nA
-

Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai
Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai,
Apne Haathon Ko Chulhe Mein Jalana Yaad Aata Hai.Woh Daant-Daant Kar Khana Khilana Yaad Aata Hai,
Mere Vaaste Tera Paisa Bachana Yaad Aata Hai.Kahin Ho Na Jaye Ghar Ki Musibat Laal Ko Maloom,
Chhupa Kar Takleefe Tera Muskurana Yaad Aata Hai.Jab Aaye The Tujhe Hum Chhod Kar Pardesh Meri Maa,
Mujhe Woh Tera Bahut Aansu Bahana Yaad Aata Hai.Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai…
Sab Kuch Mil Jata Hai Duniya Mein Magar,
Yaad Rakhna Ki Bas Maa-Baap Nahi Milte,
Murjha Kar Jo Gir Jaaye Ek Baar Dali Se,
Yeh Aise Phool Hain Jo Phir Nahi Khilte.Rooh Ke Rishto Ki Yeh Gehraiyan To Dekhiye,
Chot Lagti Hai Humein Aur Chillati Hai Maa,
Hum Khushiyon Mein Maa Ko Bhale Bhi Bhool Jayein,
Jab Musibat Aa Jaye Toh Yaad Aati Hai Maa.Khushi Me Maa, Gham Me Maa,
Zindagi Ke Har Pahlu Me Maa,
Dard Ko Bhaap Le, Aansuon Ko Naap Le,
Zindagi Ke Har Kadam Par,
Mushkilo Ko Dhaak Le,
God Me Sulakar Jab Apni Ek Thaap De,
Duniya Swarg Lage, Maa Neend Me Bhi Jhaak Le,
Jab Bhi Tujhse Door Jaaun, Maa Dar Se Kaap Le,
Chot Jab Mujhko Lage,
Maa Dooriyon Se Maap Le,
Maa Bas Maa Ek Hi Naam
Har Kadam Par Jaap Le…..Also Read – Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jagha Di Thi
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
https://www.facebook.com/RealShaayari
Youtube – https://youtu.be/GWlMAOhK9nA
-

Safar dosti ka yuhi chalta rahe
Safar dosti ka yuhi chalta rahe,
Suraj chahe har sham dhalta rahe,
Na dhalegi apni dosti ki subha,
Chahe har rishta badalta rahe,Safar dosti ka yuhi chalta rahe…
Dost hai to aansuo ki bhi shaan hoti hai,
Dost na ho to mehfil bhi qabristaan hoti hai,
Saara khel to dosti ka hi hai,
Warna maiyyat aur baraat ek samaan hoti hai.Kyu mushkilo me haath bada dete h DOST
Kyu gam ko baant lete h DOST
Na rishta khoon ka na riwaj se bandha,
Phir bhi zindgi bhar sath nibhate hai Dost.Ajnabi the aap hamare liye,
U dost bankar milna accha laga,
Beshak sagar se gahri hai aapki dosti,
Terna to aata tha par dubna accha laga.Ek raat rab ne mere DIL se pucha,
Tu dosti me itna kyo khoya hai,
Tab Dil bola Dosto ne hi di hai saari khushiya,
Warna pyar karke to Dil hamesha roya hai.Kuch Khubsurat Saath Kabhi Chhuta Nahi Karte
Waqt Ke Saath Lamhe Rutha Nahi Karte
Milte Hain Kuch Dost Aise Zindagi Mein
Jinse Naate Kabhi Tuta Nahi Karte…Dosti Shayad Zindagi Hoti Hai
Jo Har Dil Mein Basi Hoti Hai
Waise To Jee Lete Hain Sabhi Akele
Magar Phir Bhi Zarurat Iski Har Kisi Ko Hoti Hai…Ek Halke Se Ishare Ki Jarurat Hogi
Dil Ki Kashti Ko Kinare Ki Jarurat Hogi
Hum Har Us Mod Per Milenge Aap Ko
Jaha Aap Ko Sahare Ki Jarurat Hogi…Also Read – Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jagha Di Thi
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
https://www.facebook.com/RealShaayari
Youtube – https://youtu.be/GWlMAOhK9nA
-

Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi
Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jagha Di Thi
Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di ThiChaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar
Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di ThiEk Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jagha Di Thi…
Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga
Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di ThiSocha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko
Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di ThiKaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se
Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di ThiKiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh Kar
Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di ThiMain Kisi Aur Ki Hun,Itna Bta Kar Roi
Wo Mujhe Mehndi Lagay Hath Dikha Kr RoiMain Be-Qasoor Hoon Qudrat Ka Faisla Hai Ye
Lipat K Mujh Se Wo Bus Itna Bta K RoiMujh Pe Aik Karb Ka Toofan Ho Gya Hayel
Jab Mere Samny Khat Mere Jala Kar RoiMeri Nafrat Aur Adawat Pighal Gayi Pal Mein
Wo Bewafa Hai To Q Mujh Ko Rula Kr RoiSab Shikway Mere 1 Pal Mein Beh Gaye Wassi
Jheel Si Aankhon Mein Jb Aansu Saja Kar Roi.Kafan Se Kafan Ko Dafan Karne Waalon,
Khusi Se Kasam Ko Wehem Karne Waalon,Sitam Se Sanam Ka Karam Karne Waalon,
Kantoon Se Jakham Ka Marhum Karne Waalon,Tamanna Thi Mujhe Bas Teri Saath Ki Phir,
Kyon Dhokha Diya Aye Rehem Karne Waalo!!Also Read – Tu Iss Kadar Mujhe Apne Kareb Lagta Hai
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
https://www.facebook.com/RealShaayari
Youtube – https://youtu.be/GWlMAOhK9nA

