Hoton par ruk jate hai alfaz mere
Kaise batau tumhe ki kitne khash ho mere
Intezar ke har pal mein bhi tu hain
Subah ke aagaj, sham ke anjam me bhi tu h
Har din ek dua meri bhi hoti hai
Kash bin kahe sun le dil ke raz tu mere
Tag: heart toching love thoughts |
-

Hoton par ruk jate hai alfaz mere
-

तु उड़ती है सपनो में
तु उड़ती है सपनो में,
जब मैं नींद मैं खोता हूँ
मेरे दिल की धड़कन भी,
मैं तुझमे ही सुनता हूँ
बिजली की आहट जैसी है तू,
मैं पानी जैसे बरसता हूँ
ज़िंदगी के हर मोड़ में,
अब मैं तुझको हमसफ़र चाहता हूँ -

Teri In Jhil Si Ankho Me Duub Jau Mai
Teri in jhil si ankho me duub jau mai,
Usi rah se dil me utar jau mai..!
Aik vahi chamak hai, jisse hai meri zindagi raushan,
Verna to is andhere me kabka ghut jau mai..!!
-

Door Rahna Aapka Humse Saha Nahi Jata | Real Shayari
Door Rahna Aapka Humse Saha Nahi Jata,
Juda Hoke Aapse Humse Raha Nahi Jata,
Ab To Waapas Laut Aaiye Hamare Pass,
Dil Ka Haal Ab Kisi Se Kaha Nahi Jata ||
Read More Shayari : Sabhi Insan Hai Magar Farq Sirf Itna Hai |
-

Mere Firaaq Ke Lamhe Shumaar Karte Huye
Mere firaaq ke lamhe shumaar karte huye,
Bikhar gaye hain Mera intezar karte huye,
Main ne kaha samandar hain mari ankhon mein,
Woh inn mein doob gaya aitebaar karte hue..
-

Is Duniya Mein Akele Rahna Hi Thik Hai
-

फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो,आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो
फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो,
जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो,
जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ,
आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो।
-

Andhere ko roshini ka Sahara mila, bhatke ko khuda ka Sahara mila
Andhere ko roshini ka Sahara mila,
Tanha ko Humsafar ka Sahara mila,
Bhatke ko khuda ka Sahara mila,
Aur mujhe zindagi ka Sahara mila.
Dard ko aansuon ka Sahara mila,
Neend ko khwaabo ka Sahara mila,
Khali Dil ko mohobbat ka Sahara mila,
Aur mujhe kandhe ka Sahara mila.
Ghamo ko yaad ka Sahara mila,
Tadap ko bebasi ka Sahara mila,
Hasi ko nami ka Sahara mila,
Aur mujhe adhurepan ka Sahara mila.
Akelepan ko khaamoshi ka sahara mila,
Manzil ko raaston ka Sahara mila,
Kaanto ko gulabo ka sahara mila.
Aur mujhe qabar ka Sahara mila.
-

Meri cheekhe bhi nahi rok payi vo dard
Meri cheekhe bhi nahi rok payi,
Vo dard Jo mujhe mila.
Koi marham Tak nahi bana tha,
Uss zakhm ke lye Jo mujhe Mila.
Dekar mujhe jeene ki saza,
Vo laut Gaya apni duniya mein,
Hazaar koshishe ki dhoondne ki,
Par kahi nahi mila.
Buht see sawal bandh hai,
Aankhon mein Meri.
Yahi Bata Dena ki,
Kusoor Kya tha Mera.
Ab chahe bhi toh,
Kuch nahi Kar sakte.
Ab kismat se na hi,
Koi shikwa hai,
Na hi koi gila.
-

Taaro see thodi chaandani churakar sajalo apna aaj
Taaro see thodi chaandani churakar,
Saja lo apna aaj.
Yeh hunar sab mein hai,
Bas chaatna hai,
Vo jaduyi chirag.
Tatol Kar Mann ko,
Karo ek Madhuri dhun tayaar,
Dekho fir kaise na aayegi jhumti Bahar.
Yeh hunar Jo mujh mein hai,
Dekha hai kisi ko gham mein muskurate hue,
Kisi ki nam aankhon mein,
Suraj Uday hote hue.
Yeh hunar tum bhi seekhlo yaar,
Jab chaa Jaye badal ghane,
Toh karlo thoda intezaar.
Khuddari nahi hai kismat ki mohtaj,
Par Safar mein zaruri hai kabhi kabhi,
Manzil par karlena thoda vishwaas.