Kyun Insan Hasta Hai Rone Ke Baad
Kyun insan hasta hai rone ke baad, Jeena fir bhi padta hai sab khone ke baad, Sochta hoon aaj sabko yaad kar loon, Kya pata aankh hi na khule sone ke baad.
Kyun insan hasta hai rone ke baad, Jeena fir bhi padta hai sab khone ke baad, Sochta hoon aaj sabko yaad kar loon, Kya pata aankh hi na khule sone ke baad.
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 27, 2020
Chale aao ab to subah ho chali hai, Dil mein chhupa andhera mita lo yaaron, Kidhar dekhte ho kamyabi yahan hai, Momin ke dil ke gehrayion mein chupi hai.
In sard hawaon ne chupa rakhi hai vo dhun, jo sunne ko hum betab se hai, Garam razai ko lapet kar bhi chubhan in hawaon ki sath mere hai, Gar himmat hai to lapet...
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Tu naye saal ki khushi mein jhumta ja aye Murad, Tujhe to ilm nahi ke teri Zindagi kitni kam ho gayi, Naye ujale ki chamak ne tujhko di aisi roshni, Ke tu kafile dar...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Padh likh kar khud ko aala samjhne lage, Na samjha Quran aur fikr duniya ki karne lage, Ki tarakki bahut tune, raaton ki neend ke evaz mein, Lekin na jan paya jo Rab ne...
Shukoon hai, wafa hai, ye meri dastan hai, Bin tere har lamha andhera jahaan hai, Likhi hai maine kayi dastan-e-ulfat, Lekin ye dastan sabse alag, jahan ka paigam hai.
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 25, 2020
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 25, 2020
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya likhun kiske liye likhun,...
Asli Shayar / General / Life / Love and Relationships / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara se kadam kya ladkhadaye,...
Asli Shayar / Love and Relationships / Romantic Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 24, 2020
Vo khuli hawaon mein sans lena unhe gawara na hua, Har zameen darkinare pehre bitha diye usne, Hum to nadan the, jo un pehro ko bhi samjhe, Ye to hai basa humari hi hifazat...
Follow: