सच्ची मोहब्बत करना
सच्ची मोहब्बत करना हर किसी के बस की बात नहीं जुनून चाहिए किसी के लिए खुद को बर्बाद करने का
कभी किसी के रंग को मत देखो उसकी सोच को देखो क्योकि अगर सफ़ेद रंग में वफ़ा होती तो नमक हर जख्म की दवा होती
कोई ख़ुशी पाने के लिए रोता है कोई दुःख की पनाह में रोता है अजीब सी होती है ना जिंदगी कोई भरोसा दिलाने के लिए रोता है| कोई भरोसा करके रोता है|
dost ban kar bhī nahīñ saath nibhāne vaalā vahī andāz hai zālim kā zamāne vaalā ab use log samajhte haiñ giraftār mirā saḳht nādim hai mujhe daam meñ laane vaalā sub.h-dam chhoḌ...
Dil-girafta hī sahī bazm sajā lī jaa.e Yād-e-jānāñ se koī shaam na ḳhālī jaa.e Rafta rafta yahī zindāñ meñ badal jaate haiñ Ab kisī shahr kī buniyād na Daalī jaa.e Mus.haf-e-ruḳh hai kisī kā...
Dil munāfiq thā shab-e-hijr meñ soyā kaisā Aur jab tujh se milā TuuT ke royā kaisā Zindagī meñ bhī ġhazal hī kā qarīna rakkhā Khvāb-dar-ḳhvāb tire ġham ko piroyā kaisā Ab to chehroñ pe...
Dil badan kā sharīk-e-hāl kahāñ Hijr phir hijr hai visāl kahāñ Ishq hai naam intihāoñ kā Is samundar meñ e’tidāl kahāñ Aisā nashsha to zahr meñ bhī na thā Ai ġham-e-dil tirī misāl kahāñ...
Chale the yaar baḌe zo.am meñ havā kī tarah PalaT ke dekhā to baiThe haiñ naqsh-e-pā kī tarah Mujhe vafā kī talab hai magar har ik se nahīñ Koī mile magar us yār-e-bevafā kī...
Chal nikaltī haiñ ġham-e-yār se bāteñ kyā kyā Ham ne bhī kiiñ dar-o-dīvār se bāteñ kyā kyā Baat ban aa.ī hai phir se ki mire baare meñ Us ne pūchhīñ mire ġham-ḳhvār se bāteñ...
Chāk-pairāhanī-e-gul ko sabā jāntī hai Mastī-e-shauq kahāñ band-e-qabā jāntī hai Ham to badnām-e-mohabbat the so rusvā Thahre Nāsehoñ ko bhī magar ḳhalq-e-ḳhudā jāntī hai Kaun tāqoñ pe rahā kaun sar-e-rāhguzar Shahr ke saare charāġhoñ...
Follow: