Tagged: Hindi shayari

Sapne dekhna haq hai tumhara

Sapne dekhna haq hai tumhara, Unko Sach Karna junoon hai tumhara, Mat suno unki Jo kehte hai tum kisi se kam ho, Apni manzil ko paana jazba hai tumhara.

Maana Teri majburi thi

Maana Teri majburi thi, Par tera mujhe diya ek vaada bhi tha, Bahane dhoonde tune hazaar, Kya tera sath nibhane ka koi iraada bhi tha.