इस साल आपके घर में खुशियों का हो धमाल
इस साल आपके घर में खुशियों का हो धमाल दौलत की नहीं हो कमी आप हो जाओ मालामाल हसते मुस्कराते रहे सब ऐसा हो सबका हाल इसलिए अभी से मुबारक हो सबको नया साल
इस साल आपके घर में खुशियों का हो धमाल दौलत की नहीं हो कमी आप हो जाओ मालामाल हसते मुस्कराते रहे सब ऐसा हो सबका हाल इसलिए अभी से मुबारक हो सबको नया साल
Asli Shayar / ज़िन्दगी / सामान्य / हिंदी
by admin · Published December 28, 2017 · Last modified April 30, 2018
पुराना साल सबसे हो रहा है दूर क्या करें यही है कुदरत का दस्तूर बीती यादो को सोचकर उदास ना होना तुम नए साल में खूब धूम मचाना धूम
Tū dost kisū kā bhī sitamgar na huā thā Auroñ pe hai vo zulm ki mujh par na huā thā ChhoḌā mah-e-naḳhshab kī tarah dast-e-qazā ne Khurshīd hunūz us ke barābar na huā...
Taskīñ ko ham na ro.eñ jo zauq-e-nazar mile Hūrān-e-ḳhuld meñ tirī sūrat magar mile Apnī galī meñ mujh ko na kar dafn bād-e-qatl Mere pate se ḳhalq ko kyuuñ terā ghar mile ...
Taġhāful-dost huuñ merā dimāġh-e-ajz aalī hai Agar pahlū-tahī kiije to jā merī bhī ḳhālī hai Rahā ābād aalam ahl-e-himmat ke na hone se Bhare haiñ jis qadar jām-o-subū mai-ḳhāna ḳhālī hai
Tā ham ko shikāyat kī bhī baaqī na rahe jā Sun lete haiñ go zikr hamārā nahīñ karte ‘Ghālib’ tirā ahvāl sunā deñge ham un ko Vo sun ke bulā leñ ye ijārā nahīñ...
Sab kahāñ kuchh lāla-o-gul meñ numāyāñ ho ga.iiñ Khaak meñ kyā sūrateñ hoñgī ki pinhāñ ho ga.iiñ Yaad thiiñ ham ko bhī rañgā-rañg bazm-ārā.īyāñ Lekin ab naqsh-o-nigār-e-tāq-e-nisyāñ ho ga.iiñ Thiiñ banāt-un-nāsh-e-gardūñ din ko parde...
Asli Shayar / English / General / Life / Love
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Unki chahat me dil majboor ho gaya, Berukhi karna unka dastoor ho gaya, Kasoor unka nahi mera tha, Humne chaha hi itna ki unko garoor ho gaya
Asli Shayar / English / General / Loneliness
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Bewafao ki ye duniya hai, zara sambhal kar chalna e dost, yaha log barbad karne ke liye bhi… mohabbat ka sahara liya karte hai
Asli Shayar / English / General / Loneliness
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Zindagi ne kuch is tarah ka rukh liya, Jisne jis taraf chaha mod diya, Jisko jitni thi zaroorat saath chala, Aur phir ek lamhe mein tanha chod diya
Follow: