Gar Tujhko Hai Yaqin-E-Ijabat Dua Na Mang
Gar tujh ko hai yaqīn-e-ijābat duā na maañg Ya.anī baġhair-e-yak-dil-e-be-mudda.ā na maañg Aatā hai dāġh-e-hasrat-e-dil kā shumār yaad Mujh se mire gunah kā hisāb ai ḳhudā na maañg Ai aarzū shahīd-e-vafā ḳhūñ-bahā na maañg...
