Shukoon Hai
Shukoon hai, wafa hai, ye meri dastan hai, Bin tere har lamha andhera jahaan hai, Likhi hai maine kayi dastan-e-ulfat, Lekin ye dastan sabse alag, jahan ka paigam hai.
Shukoon hai, wafa hai, ye meri dastan hai, Bin tere har lamha andhera jahaan hai, Likhi hai maine kayi dastan-e-ulfat, Lekin ye dastan sabse alag, jahan ka paigam hai.
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 25, 2020
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya likhun kiske liye likhun,...
Asli Shayar / General / Life / Love and Relationships / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara se kadam kya ladkhadaye,...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Jise karna hai raaz vo apni akal lagate hain, Baat baat mein hum sabko ek duje se ladate hain, Vo bote hain nafrat, aur hum use badhate hain, Jab tak khud humare ghar, usi...
Asli Shayar / General / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Koi Jag mata ko mane hai, koi allah ko jane hai, Koi diwali par deep jalaye,koi allah ke aage sar jhukaye hai, humari to bas ek hi mata hai, vo hi meri vidhata hai,...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Friendship / General / Life / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 23, 2020
Jindagi apni maine khushyion ke naam kar dia, Mohabbat hai dil mein sabke ki aisa kaam kar dia, kuch is tarah se maine zindagi ko aasan kar lia, kisi se mang li mafi humne...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 23, 2020
Khuli kitab hoon, jise padhna hai padh le, Yu ki mera ek bhi haruuf zaya na ho yaaron, Ilm ki manzil nahi hoti koi, Kabl bas itna khayal rakhna, Jitna liye ja rahe ho,...
Life / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / सामान्य
by admin · Published April 22, 2020
Aaj mai tanha hoon, behal hoon pareshan hoon, apne hi liye in faislon se hairan hoon, Kbhi na socha tha ke kismat ka diya bujh jaega, aur hakeekat ke is mor par sab tanha...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 21, 2020
Shayari koi jaam nahi jo paemana bhar ke mile, Voto bas dhun hai kisi Diwane ki, Jo tum bhi kabhi tarana yun gungunaoge, Jab paoge kisi khas ko apne dil ke paemane mein.
BoyFriend Shayari / General / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 21, 2020
Tujhi mein zameen dekhi, tujhi mein aasman paya, Haiwaniyat bhi maine ek Fariste ki nafs mein paya, Mohabbat kar tu saaki ban Tabhi Enjeel kehlaega, varna zamana jalim hai bada tu Iblees hi rah...
Follow: