Jazire Shokh Mein Tujhko
Jazire shokh mein tujhko, zamane bhar mein yu dhundha, Dilon ki gehrai se lekar, uzale mein tujhe dhundha, Teri parchhai ki khwahish mein bhatka dar badar yuhi, Tere ekhlak ko pane ko, zamane bhar...
Asli Shayar / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Jazire shokh mein tujhko, zamane bhar mein yu dhundha, Dilon ki gehrai se lekar, uzale mein tujhe dhundha, Teri parchhai ki khwahish mein bhatka dar badar yuhi, Tere ekhlak ko pane ko, zamane bhar...
Kuch baat keh gaye vo bas yu hi muskura kar, Ye bhi na jaan paye kya dard guzri hum par, Sitam seh gaye hum bas yu hi muskura kar, Per chehre pe unke na...
Dil bechain tha par ise kinara na mila, Machalti raaton mein tere husn ka sahara na mila, Log peete hai ishq me khud ko mita lene ko, Hume to Ishq mein doobe the unke...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / General / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 7, 2020
Mat kar itni mohabbat aye naadan dil, Pyaar samundar sa gehra hai, paar nahi payega. Toot jayega tu kisi apno ke hi hathon, Kisne toda, ye bayaan nahi kar payega. Shukar kar khuda ka...
Asli Shayar / English / Friendship / Life / Loneliness / Love / Love and Relationships / Sad / Shayar / ज़िन्दगी / तन्हाई / दोस्ती / प्यार / हिंदी
by admin · Published May 30, 2018
Dua mein teri hasi maangi aur kurbat mein tujhe maanga, Is se zyada maine khuda se kuch nahi chaha.
कब साथ निभाते है लोग आंसुओ की तरह बिछड़ जाते है लोग वो जमाना और था जब रोते थे गैरो के लिए लोग अब तो अपनों को ही रुलाकर मुस्कराते है लोग
Follow: