Kuch Baat Keh Gaye Vo
Kuch baat keh gaye vo bas yu hi muskura kar, Ye bhi na jaan paye kya dard guzri hum par, Sitam seh gaye hum bas yu hi muskura kar, Per chehre pe unke na...
Kuch baat keh gaye vo bas yu hi muskura kar, Ye bhi na jaan paye kya dard guzri hum par, Sitam seh gaye hum bas yu hi muskura kar, Per chehre pe unke na...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 14, 2020
Tere aane se ruki zindagi ki sham dhal gayi, Teri chahat se dil-e-baag mein gulab khil gayi Tere chahat ko nahi dunga nafrat ki shakal, Tu bankar pehli gazal meri labon pe bas gayi....
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 13, 2020
Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke, Humne to doobte tinko se jahaz bante dekha hai, Arman hai ki banana hai burz chand pe unko, Humne to kachchi mitti se Taj ko bante...
Aaj mai paida hua hoon, kisi ki aawaj se, Chahat mein base kuch armaano ki aas se, Aaj mai paida hua, khwabon ki talash se, Duniya mein phailae, anchahe fasad se. Aaj mai paida...
Asli Shayar / Life / Love / Love and Relationships / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 12, 2020
Jab bhi dekha humne khushi ka chehra, Mujhe tera chand sa chehra dikhne laga, Teri muskurahat mein ab mujhe, Har gehna feeka lagne laga. Teri masoom zuban kya kehti hai mai nahi janta, Mujhe...
Kisi ne raushan kia ek deeya bohot pehle andhere mein, Us deeye ne banke suraj zamane ko raushan kia, Ek koshish maine bhi ki lekin zamane se hat kar zara, Nayee jyot nahi jalai...
Asli Shayar / English / General / Life / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 11, 2020
Tanha rehna sikh raha hoon, Mar kar jeena sikh raha hoon, Paa kar khona sikh liya hai, khokar pana sikh raha hoon. Sabar ko apni rah bana kar, Kanton par chalna sikh raha hoon,...
Samundar ki gehrai mein utar kar humne dekha, Aasman mein Badal ko safar karte dekha, Behekti Hawaon ko machalte humne dekha, Teri parchhai mein bhi simat kar humne dekha. Na sukoon paya, na is...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 11, 2020
Mere har alfaz dikhate hain aaena tujhko, Jinki hoti hai neeyat jaisi, vo paate hain vaisa khudko, Sheher ye mera hai, yhan sab apne hai log, Tu apna na mane to mai kya kahun...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Loneliness / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 11, 2020
Momeen hai na tu, to phir kyun chillata hai, Kyun bevajah khudka hi tamasha banata hai, Jo tera hai vo tujhe mil kar rahega, kyun ghabrata hai, Ya khudki sunle ya uski jo tujhe...
Follow: