Jindagi Apni Maine Khushyion Ke Naam Kar Dia
Jindagi apni maine khushyion ke naam kar dia, Mohabbat hai dil mein sabke ki aisa kaam kar dia, kuch is tarah se maine zindagi ko aasan kar lia, kisi se mang li mafi humne...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Friendship / General / Life / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 23, 2020
Jindagi apni maine khushyion ke naam kar dia, Mohabbat hai dil mein sabke ki aisa kaam kar dia, kuch is tarah se maine zindagi ko aasan kar lia, kisi se mang li mafi humne...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 23, 2020
Khuli kitab hoon, jise padhna hai padh le, Yu ki mera ek bhi haruuf zaya na ho yaaron, Ilm ki manzil nahi hoti koi, Kabl bas itna khayal rakhna, Jitna liye ja rahe ho,...
Life / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / सामान्य
by admin · Published April 22, 2020
Aaj mai tanha hoon, behal hoon pareshan hoon, apne hi liye in faislon se hairan hoon, Kbhi na socha tha ke kismat ka diya bujh jaega, aur hakeekat ke is mor par sab tanha...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 21, 2020
Shayari koi jaam nahi jo paemana bhar ke mile, Voto bas dhun hai kisi Diwane ki, Jo tum bhi kabhi tarana yun gungunaoge, Jab paoge kisi khas ko apne dil ke paemane mein.
BoyFriend Shayari / General / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 21, 2020
Tujhi mein zameen dekhi, tujhi mein aasman paya, Haiwaniyat bhi maine ek Fariste ki nafs mein paya, Mohabbat kar tu saaki ban Tabhi Enjeel kehlaega, varna zamana jalim hai bada tu Iblees hi rah...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sad / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 20, 2020
Koi khamosh baitha hai, kisi ki ankhon mein aanshu, kisi ko parvah nahi teri, aye pagle tu pareshan hai kyun, teri manzil teri hai raah, chalna tujhe akele hai, Bana le tu khud apni...
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Koi pandit ki mane hai, Koi mullah ko jane hai, Insan ko insaniyat ke layak na wo yahan mane hai, abto daur hai aisa ke dar lagta hai mujhko, meri har baat ko vo...
Asli Shayar / English / Friendship / General / Life / Love / Love and Relationships / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Door kitna bhi jao, apne gam ko bhula na paoge, Apne hi gam mein tinke ki tarah bikhar jaoge, Dost kehte ho, to maan bhi lo dil se mere yaar, Ek hum hi hai...
Attitude Shayari / General / Life / Love / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Wafa ke ashk se rukhsaar jalne lagte hain, Dil-o-nazar dar-o-diwaar jalne lagte hain, Khud apni aag mein jalte hain jab gul-o-laal, Mohabbat ki aag mein gulzaar jalne lagte hain.
Attitude Shayari / General / Life / Love and Relationships / Sad / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Naseebon ki daur mein, mai sabse badnaseeb tha, Apno ko door kar, parayon ke kareeb tha, ghut ghut kar jeeta raha dusron ke liye, Zindagi ko kareeb se dekhna azeeb tha. Dosti ki daur...
Follow: