Ehsaas ke daman mein
Aansu girakar to dekho,
Pyar kitna sachcha hai
Aazma kar to dekho,
Tumko bhulkar kya hogi
Is dil ki haalat,
Kisi aayene par patthar
Girakar to dekho.
Read More Shayari:Yun Dur Rehkar Duriyon

Ehsaas ke daman mein
Aansu girakar to dekho,
Pyar kitna sachcha hai
Aazma kar to dekho,
Tumko bhulkar kya hogi
Is dil ki haalat,
Kisi aayene par patthar
Girakar to dekho.

Haal apna tumhey batana kya,
Cheer kay dil tymhey dikhana kya,
Wahi rona hai sada ka ab bhi,
Dastann phir wohi dohrana kya,
Bekarari hi hai judai mein,
Gum ki baatein tumhey sunna kya,
Meri chuppi mein teri mohbbbat hai,
Bewajah hoton ko hilana kya.
Read More Shayari: Jo Teer Bhi Aata Wo Khaali Nahi Jata

Jo teer bhi aata wo khaali nahi jata,
Mayus mere dil se sawali nahi jata,
Kantey hi kiya kartey hai phollon ki hifazat,
Phollon ko bachaney koi mali nahi jata.
Read More Shayari: Tu To Wada Kar Kay Bhi Mukar Jati Hai

Tu to wada kar kay bhi mukar jati hai,
Teri yaad badi bholi hai chali aati hai,
Din to jaisay tesay gujar hi jata hai,
Raat berahm aati hai sitam dhaati hai,
Ek aainey sa aasmaan mein tanga chaand,
Tasveer ismein bhi teri hi nazar aati hai,
Ithalaati shamma sa mukaddar tere hissay,
Parvaney si kismat roj mujhey jalati hai.
Read More Shayari: Kuch hans kar bol diya karo

Kuch hans kar bol diya karo,
Kuch hans kar tall diya karo,
Youn to bahut pareshaniyan hai,
Tumko bhi mujhko bhi,
Magar kuch faisley waqt par dal diya karo,
Na janey kal koi hasaney wala miley na miley,
Isliye aaj hi hasrat nikaal liya karo.
Read More Shayari: Anjaam kee paravaah hotee to

Aap humsey hum aapsey pyar patey rahey,
Mohabbat ka ahsaas yunhi jagatey rahey,
Hokay hamesa kay liye ek dusrey kay,
Valentine Day hum sath manatey rahey.
Read More Shayari:http://www.realshayari.com/wo-mil-jatey-hai-kahani-ban-kar/

Kisi ki jindagi sirf
Do wajah se badlte hai,
Ek koi bahut khaas insaan
Uski jindagi mein aa jaye,
Dusra koi bahut khaas insaan
Uski jindagi se chala jaye.
Read More Shayari: Tumko Samjhta Hun Ae Dost

Kisi na kisi pe kisi ko
Aetbaar ho jata hai,
Ajnabi koi shaks
Yarr ho jata hai,
Khubiyon se nahi hoti
Mohabbat sadaa,
Khamiyon se bhi aksar
Pyar ho jata hai.
Read More Shayari: Mausam Chaahe Badalte Rahe

Tere pyar mein kuch aisi baat hai.
Har waqt teri yaad mere saath hai.
Dil chahta hai ke tujhe tujh hi se churalu.
Par mummy kehte hai chori karna buri baat hai.
Read More Shayari: Is Qadar Humari Chahat Ka Imtihaan Mat Lijiye

Is qadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyun ho khafa yeh bayan toh kijiye..
Kar dijiye maaf agar ho gayi koi khata,
Yuhi yaad na kar kay saza toh na dijiye.
Read More Shayari: Na Janey Kis Tarah Ka