In Sard Hawaon Ne Chhupa Rakhi Hai Vo Dhun
In sard hawaon ne chupa rakhi hai vo dhun, jo sunne ko hum betab se hai, Garam razai ko lapet kar bhi chubhan in hawaon ki sath mere hai, Gar himmat hai to lapet...
In sard hawaon ne chupa rakhi hai vo dhun, jo sunne ko hum betab se hai, Garam razai ko lapet kar bhi chubhan in hawaon ki sath mere hai, Gar himmat hai to lapet...
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Tu naye saal ki khushi mein jhumta ja aye Murad, Tujhe to ilm nahi ke teri Zindagi kitni kam ho gayi, Naye ujale ki chamak ne tujhko di aisi roshni, Ke tu kafile dar...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Padh likh kar khud ko aala samjhne lage, Na samjha Quran aur fikr duniya ki karne lage, Ki tarakki bahut tune, raaton ki neend ke evaz mein, Lekin na jan paya jo Rab ne...
Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 26, 2020
Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun, Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai, Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the, Magar unke rakh jo aaj bhi mere pas hai.
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार
by admin · Published April 26, 2020
Zabt kar leta hoon khud ko jab tera khayal aata hai, Magar kya kare har aks mein tu nazar aata hai, Mera khuda tu meri zindagi teri hai, Tu ibaadat tu hai jaan ab...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार
by admin · Published April 25, 2020
Dariya-e-ishq mein gota lagane ko ye dil machal raha, Na mani kisi ki aur usme ja gira, Ufanta raha, sitam dard sehta raha, Maujon ke sang vo machalta raha. Akhir mein jakar usne baat...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Life / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार
by admin · Published April 25, 2020
Kar itni mohabbat ke sitam majboor ho jaye, Na kar itna sitam ke mohabbat choor ho jaye, Ho jidd sath jeene marne ki har janam yu ki, Judai si kismat bhi humse dar kar...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 25, 2020
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya likhun kiske liye likhun,...
Asli Shayar / General / Life / Love and Relationships / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara se kadam kya ladkhadaye,...
Asli Shayar / Life / Loneliness / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 24, 2020
Uski awaz kanon tak aayi aur laut gayi, Zamana chal raha tha aur chalta rha Fareeb ka, Kuch pal hi beete the tab jakar ehsas hua, Laut kar dekha pichhe to akela tha khada.
Follow: