Naseeb Badla To Gunge Bhi Burae Karne Lage..!
Naseeb badla to gunge bhi burae karne lage..! Jo pahuch na sake humare barabar, mere pairo tale khudae karne lage..!!
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Sad / Shayar
by admin · Published January 15, 2021
Naseeb badla to gunge bhi burae karne lage..! Jo pahuch na sake humare barabar, mere pairo tale khudae karne lage..!!
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / ज़िन्दगी
by admin · Published January 7, 2021
Bhadi mehfil me akela hu, ye dastan mai kisko sunau..! Yha sab dekte mujhko ke gar ankhe band hai sab ki..!! Ye vo parda hai jo pada hai jo bhul ki thi yu..! Jo...
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / ज़िन्दगी
by admin · Published January 7, 2021
Dil me halchal si machi hai na kehne ki..! Lekin ye riwazon ki kash-m-kash hai jo haan bulwati hai..!!
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published January 7, 2021
Khamoshi bhi kehti hai, bas tera mijaz sunne ka ho..!! Verna aksar shor bhi logo ko sunae nhi deta..!!
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / ज़िन्दगी
by admin · Published January 7, 2021
Khwabon ka kafila leker nikla tha, Phir bhi akela reh gaya..! Vo tinka tinka jod ker mahal ker gae..!!
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / تنہائی / ग़म / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published January 7, 2021
Kya socha tha, kya likha, kya bolunga ye bta..! Khud ki sunu, rasme nibhau, ya vada nibhau ye bta..!! Kal ka kya hai kisne jana aj kya tu khushal hai..!! Jo kamaya, rishta nibhaya...
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / دوستی / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published January 6, 2021
Dard tab na tha jab chot humko lagi..! Ehsaas tab hua jab unko tadapta dekha..!! Khud bhuke rehna asaan tha..! Takleef tab hue jab bacho ko bhuk se bilakte dekha..!!
Asli Shayar / Friendship / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published December 28, 2020
Na lamha, na aik pal jia, is khauf se aie momin..! Ke kahi palak jhapakte hi, sunhare khawab me na khojau..!! Haqeeqat ko pane ke kitne kareeb tha mai..! Kahi phir se ankh na...
Asli Shayar / Azadi / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / تنہائی / دوستی / ज़िन्दगी
by admin · Published December 28, 2020
Tamanna mujhe bhi thi aasma chune ki..! In unchi patango si bin pakh hawa me udjane ki..!! Lekin mai khud ki hi khamoshi na samjh saka..! Ab samjha to phir se zinda hua hu...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published December 28, 2020
Anjane me kuch alfaz nasuur banjate hai aksar..! Apne har alfaaz pe marham banane se acha hai..!! Mujhe apni soch ka mukhbir banalo tum..!!
Follow: