Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke
Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke, Humne to doobte tinko se jahaz bante dekha hai, Arman hai ki banana hai burz chand pe unko, Humne to kachchi mitti se Taj ko bante...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 13, 2020
Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke, Humne to doobte tinko se jahaz bante dekha hai, Arman hai ki banana hai burz chand pe unko, Humne to kachchi mitti se Taj ko bante...
Gulabi ishq hai, abhi khumar hai isme, Jo par jaye gulal to nasha beshumar hai isme, Labo pe pari hai jo oos ki bundein, Thaharti hai tab tak, jab tak mithaas hai isme. Dariya...
Aaj mai paida hua hoon, kisi ki aawaj se, Chahat mein base kuch armaano ki aas se, Aaj mai paida hua, khwabon ki talash se, Duniya mein phailae, anchahe fasad se. Aaj mai paida...
Kisi ne raushan kia ek deeya bohot pehle andhere mein, Us deeye ne banke suraj zamane ko raushan kia, Ek koshish maine bhi ki lekin zamane se hat kar zara, Nayee jyot nahi jalai...
Asli Shayar / English / General / Life / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 11, 2020
Tanha rehna sikh raha hoon, Mar kar jeena sikh raha hoon, Paa kar khona sikh liya hai, khokar pana sikh raha hoon. Sabar ko apni rah bana kar, Kanton par chalna sikh raha hoon,...
Samundar ki gehrai mein utar kar humne dekha, Aasman mein Badal ko safar karte dekha, Behekti Hawaon ko machalte humne dekha, Teri parchhai mein bhi simat kar humne dekha. Na sukoon paya, na is...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Loneliness / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 11, 2020
Momeen hai na tu, to phir kyun chillata hai, Kyun bevajah khudka hi tamasha banata hai, Jo tera hai vo tujhe mil kar rahega, kyun ghabrata hai, Ya khudki sunle ya uski jo tujhe...
Asli Shayar / English / Friendship / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य / हिंदी
by admin · Published April 9, 2020
Nibhae rishte ki bewajah Apne mila nahi karte, Nasihatein milti bohot, madad sahi nahi milte, Kuch soch kar likha tha ye fasana humne, Kuch jumle purane the badal dale humne, Khuli aankhon mein khwab...
Asli Shayar / Attitude Shayari / English / General / Life / ज़िन्दगी / सामान्य / हिंदी
by admin · Published April 9, 2020
Baagi mat ban tu is samaj mein aye nadaan, Ye tera ghar hi to hai , isse kyun hai tu anjaan, Kisi shaakh pe koi ullu to kya vo uska ghar hoga, Parinde hai...
Attitude Shayari / Friendship / General / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published April 7, 2020
Bohot seh liye dard-e-dil ka haal humne, Aao ab use hum bhula kar to dekhein, Bohot baha liye aansu is gum mein humne, Aao aaj sath mil kar muskura kar to dekhein. Bohot rangeen...
Follow: