Category: Asli Shayar
Iss Category Ke Andar Tamam Asli Shayaro Ki List Hai. Jo Shayari Karte Hai.
Kisika Dil mat dukhana kabhi
Kisi ka Dil mat dukhana kabhi, Na jaane uske aansu lab tumhare liye saza ban jaye.
View More Kisika Dil mat dukhana kabhiKaafi masruf ho shayad
Kaafi masruf ho shayad Jo Hume bhool baithe ho, Na yeh jaana ki kis haal mein ho, Na yeh pucha ki kaise ho.
View More Kaafi masruf ho shayadJeene ka andaaz
Bas ab jeene ka andaaz kuch yun rakho, Jo nahi samajhte unhe Nazar andaaz karo.
View More Jeene ka andaazHumne kab tumse jahaan maanga tha
Humne kab tumse jahaan maanga tha, Bas Sach bolte itna hi chaha tha.
View More Humne kab tumse jahaan maanga thaHasi aati hai mujhe
Hasi aati hai mujhe tere iss qadar itrane pe ae dost, Yaad Kar tujhe khaak se utha Kar falak pe baithaya kisne hai.
View More Hasi aati hai mujheHumne toh manzil ki chah ki thi
Humne toh manzil ki chah ki thi, Raasta toh ussi ne dikhaya, Jab saath chhod Gaye the sab, Akele nahi hum bharosa ussi ne dilaya.
View More Humne toh manzil ki chah ki thiKyu le rahe ho jaan Yun hokar khamosh
Kyu le rahe ho jaan Yun hokar madhosh, Ek baar keha hota, Luta dete hum sab kuch yuhi hokar madhosh.
View More Kyu le rahe ho jaan Yun hokar khamoshUnki aankhon mein humne khudko dekha
Unki aankhon mein humne khudko dekha, Mohobbat mein shiddat Kya hoti hai humne tab jaana.
View More Unki aankhon mein humne khudko dekhaBaaz dafa socha
Baaz dafa socha Kya yeh sab hona zaruri tha, Tab Allah ne kaha tera guroor yuhi tootna tha.
View More Baaz dafa sochaQismat aur waqt
Qismat aur waqt ke aage toh tu kuch bhi nahi, Fir Kyu tu Kal ki sochke apne aaj pe rota hai.
View More Qismat aur waqt