Category: Asli Shayar
Iss Category Ke Andar Tamam Asli Shayaro Ki List Hai. Jo Shayari Karte Hai.
Meri khwahisho ko toda Gaya
Meri khwahisho ko toda Gaya, Meri neendo ko cheena Gaya, Mere jazbaaton se khela Gaya, Meri ruh ko rulaya Gaya.
View More Meri khwahisho ko toda GayaMujhe azaad hona hai
Mujhe azaad hona hai, Mujhe khush rehna hai, Mujhe kamyaab hona hai, Mujhe Zindagi ko jeena hai.
View More Mujhe azaad hona haiNa umeed hona bhi gunaah hai
Na umeed hona bhi gunaah hai, Intezaar karna bhi saza hai, Ab nahi jaante Kya kare, Kuch kehna bhi Mana hai.
View More Na umeed hona bhi gunaah haiEk sabar ke alava
Ek sabar ke alava mere paas kuch bhi nhi hai, Barbaad alam ka ab kuch ehsaas bhi nahi hai.
View More Ek sabar ke alavaMere jazbaat
Mere saare jazbaat bas shayari mein simat Kar reh Gaye, tumhe toh khabar Tak nahi hum Kya Kya keh Gaye.
View More Mere jazbaatEk galti
Ek galti pe rooth Kar Chala Gaya vo shaqs, Jaise usse ek muddat se iss mauke ki talaash this.
View More Ek galtiRishto ko bas nibha liya karo
Rishto ko bas nibha liya karo, Kabhi maan Jaya karo, Kabhi Mana liya karo.
View More Rishto ko bas nibha liya karoGareeb ki mohobbat
Gareeb ki mohobbat aksar thukra di jati hai, Ya fir duniya me mele mein nilaam kardi jati hai.
View More Gareeb ki mohobbatMaana Teri majburi thi
Maana Teri majburi thi, Par tera mujhe diya ek vaada bhi tha, Bahane dhoonde tune hazaar, Kya tera sath nibhane ka koi iraada bhi tha.
View More Maana Teri majburi thiDil pe jami dhul ko kabhi toh saaf karo
Dil pe jami dhul ko kabhi toh saaf karo, Kisi se maafi maango toh kisiko maaf karo.
View More Dil pe jami dhul ko kabhi toh saaf karo