Bikhre Rishton Ko Sameta To Dil Mil Gaye,
Bikhre rishton ko sameta to dil mil gaye, Bezubaan rishton mein chahat ke parr lag gaye, Is bedard zamane ki kise hai koi fikar yahan, Jab in nanhe se sapnon ko parr lag gaye.
Asli Shayar / Friendship / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 17, 2020
Bikhre rishton ko sameta to dil mil gaye, Bezubaan rishton mein chahat ke parr lag gaye, Is bedard zamane ki kise hai koi fikar yahan, Jab in nanhe se sapnon ko parr lag gaye.
Chor bhi unka, kotwal bhi unka, Hum Ram Raheem me uljhe rahe, lehre to bahut si aai, har daur me aksar, hum to bas mazhab ki leher mein behte rahe.
Asli Shayar / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 16, 2020
Na chhipaya karo chasmon se in haseen aankhon ko, Sab barf ke moti hain, pighal jaenge inke samne, Aane do is sab-e-noor pe suraj ki roshni ko, dekhte kitna raham khati hai teri ye...
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 16, 2020
Fakr hota hai unhe apni har ek parvaan pe, Vo jo na rakhte khabar apne agaaz aur anjam pe, Bekhabar logon ko khaa jate hain hadse aksar, Kaan to rakhna samajhdari hogi waqt ki...
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 15, 2020 · Last modified December 12, 2020
Aasman ko zameen se mila de gar yakeen hai khud pe, Pyase ko dariya se mila de, gar yakee hai khudpe, Zamana aaj hai khudgarjon ka, baimanon ka, Tu sambhal le khud ko gar...
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 15, 2020
Chalo aaj door kahin chalte hain, kisi duniya mein nayi, Jahan yaadon ke samundar jharne se milte hai kahin, Baarish ki bundon ko sheep sajaa baitha hai jahan, Ya jahan os ki bundon mein...
Aaj bahut din bad socha ki kuch likhun, Kya likhun ki ab to hathon par nami si aai hai, Vo syahi jo kagaz pe roshni beekherti thi, Mere jehan-o-saku pe phail si aai hai....
Asli Shayar / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Jazire shokh mein tujhko, zamane bhar mein yu dhundha, Dilon ki gehrai se lekar, uzale mein tujhe dhundha, Teri parchhai ki khwahish mein bhatka dar badar yuhi, Tere ekhlak ko pane ko, zamane bhar...
Asli Shayar / General / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Hum haqeekat ki numaindagi karte rahe, Aur vo apne khwabon ki gazal kehte rahe, Haqeekat na sahi khwab to hai is dil mein tere, varna kayi log murjhae se reh jate hain aksar.
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 14, 2020
Tere aane se ruki zindagi ki sham dhal gayi, Teri chahat se dil-e-baag mein gulab khil gayi Tere chahat ko nahi dunga nafrat ki shakal, Tu bankar pehli gazal meri labon pe bas gayi....
Follow: