Author: admin

Mai To Aaina Hu, Mujhe Tootne Ki Aadat Hai

Mai To Aaina Hu, Mujhe Tootne Ki Aadat Hai

Bin Baat Ke Hi Roothne Ki Aadat Hai, Kisi Apne Ka Saath Paane Ki Chahat Hai, Aap Khush Rahe Mera Kya Hai.. Mai To Aaina Hu, Mujhe Tootne Ki Aadat Hai! Read More Shayari

Mere Firaaq Ke Lamhe Shumaar Karte Huye

Mere Firaaq Ke Lamhe Shumaar Karte Huye

Mere firaaq ke lamhe shumaar karte huye, Bikhar gaye hain Mera intezar karte huye, Main ne kaha samandar hain mari ankhon mein, Woh inn mein doob gaya aitebaar karte hue.. Read More Shayari  

फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो,आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो

फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो,आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो

फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो, जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो, जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ, आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो।