Author: admin

Realshayari

Ab Ke Hum Bichhde To Shayad Kabhi Khwabon Mein Milen

Ab ke ham bichhḌe to shāyad kabhī ḳhvāboñ meñ mileñ Jis Tarah sūkhe hue ful kitāboñ meñ mileñ   DhūñDh ujḌe hue logoñ meñ vafā ke motī Ye ḳhazāne tujhe mumkin hai ḳharāboñ meñ...

Realshayari.com

Ab Aur Kya Kisi Se Marasim Badhaen Hum

Ab aur kyā kisī se marāsim baḌhā.eñ ham Ye bhī bahut hai tujh ko agar bhuul jaa.eñ ham Sahrā-e-zindagī meñ koī dūsrā na thā Sunte rahe haiñ aap hī apnī sadā.eñ ham Is zindagī...

Realshayari

Aashiqi Mein Mir Jaise Khwab Mat Dekha Karo

Ashiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karo Bāvle ho jāoge mahtāb mat dekhā karo Jasta jasta paḌh liyā karnā mazāmīn-e-vafā Par kitāb-e-ishq kā har baab mat dekhā karo Is tamāshe meñ ulaT jaatī...

Realshayari

Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jaega

Aañkh se duur na ho Dil se utar jā.egā Vaqt kā kyā hai Guzartā hai guzar jā.egā Itnā mānūs na ho ḳhalvat-e-Gham se apnī Tū kabhī ḳhud ko bhī dekhegā to Dar jāegā Dūbte...

realshayari.com

शाम सूरज को ढलना सिखाती है

शाम सूरज को ढलना सिखाती है शमां परवाने को जलना गिरने पर चोट तो जरूर लगती है लेकिन ठोकर ही इंसान को चलना सिखाती है |

realshayari.com

सच्ची मोहब्बत तो दिल से होती है

सच्ची मोहब्बत तो दिल से होती है सच्चे रिश्ते भी दिल से होते है जरुरत के लिए बने रिश्ते अक्सर टूट जाया करते है |

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain

Jahāñ terā naqsh-e-qadam dekhte haiñ Khayābāñ ḳhayābāñ iram dekhte haiñ Dil-āshuftagāñ ḳhāl-e-kunj-e-dahan ke Suvaidā meñ sair-e-adam dekhte haiñ Tire sarv-qāmat se ik qadd-e-ādam Qayāmat ke fitne ko kam dekhte haiñ Tamāshā ki ai mahv-e-ā.īna-dārī...

realshayari

मंजिल तक वही जाते है जिनके पास हुनर होता है

मंजिल तक वही जाते है जिनके पास हुनर होता है सिर्फ पंखो से कुछ नहीं होता उड़ान हौसले से होती है |