Author: admin

Ek sabar ke alava

Ek sabar ke alava mere paas kuch bhi nhi hai, Barbaad alam ka ab kuch ehsaas bhi nahi hai.

Mere jazbaat

Mere saare jazbaat bas shayari mein simat Kar reh Gaye, tumhe toh khabar Tak nahi hum Kya Kya keh Gaye.