Pina Mujhe Tha Ye Jam, Jo Tumne Dushmani Ka Hai Pilaya..!
Pina mujhe tha ye jam, jo tumne dushmani ka hai pilaya..! Wafa kerne valo me kha vo aib tha jo tumne unhe sataya..!! Muhabbat mehi Shi do ghunt humne bhi chakhi..! Sambhalo mujhko yaro,...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / Friendship / Girlfriend Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Love and Relationships / Sad / Shayar / ग़म / तन्हाई
by admin · Published January 7, 2021
Pina mujhe tha ye jam, jo tumne dushmani ka hai pilaya..! Wafa kerne valo me kha vo aib tha jo tumne unhe sataya..!! Muhabbat mehi Shi do ghunt humne bhi chakhi..! Sambhalo mujhko yaro,...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 30, 2020
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.
Falsafa samjho na asraar-e-siyasat samjho, Zindagi sirf hakiqat hai hakiqat samjho, Jaane kis din ho hawayein bhi neelam yahan, Aaj to saans bhi lete ho ghaneemat samjho.
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 27, 2020
Chale aao ab to subah ho chali hai, Dil mein chhupa andhera mita lo yaaron, Kidhar dekhte ho kamyabi yahan hai, Momin ke dil ke gehrayion mein chupi hai.
In sard hawaon ne chupa rakhi hai vo dhun, jo sunne ko hum betab se hai, Garam razai ko lapet kar bhi chubhan in hawaon ki sath mere hai, Gar himmat hai to lapet...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Padh likh kar khud ko aala samjhne lage, Na samjha Quran aur fikr duniya ki karne lage, Ki tarakki bahut tune, raaton ki neend ke evaz mein, Lekin na jan paya jo Rab ne...
Shukoon hai, wafa hai, ye meri dastan hai, Bin tere har lamha andhera jahaan hai, Likhi hai maine kayi dastan-e-ulfat, Lekin ye dastan sabse alag, jahan ka paigam hai.
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 25, 2020
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya likhun kiske liye likhun,...
Asli Shayar / General / Life / Love and Relationships / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara se kadam kya ladkhadaye,...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Jise karna hai raaz vo apni akal lagate hain, Baat baat mein hum sabko ek duje se ladate hain, Vo bote hain nafrat, aur hum use badhate hain, Jab tak khud humare ghar, usi...
Follow: