Labon Pe Aaj Bhi Saje Wo Arsh Ke Moti Hain
Labon pe aaj bhi saje wo arsh ke moti hain, Vad-e-saad me bikhri fizaon ki hansi mehfil hai, Chaman mein phul khilte hain gulistan baag hota hai, Nikhar kar aati hai sargam labon pe...
Labon pe aaj bhi saje wo arsh ke moti hain, Vad-e-saad me bikhri fizaon ki hansi mehfil hai, Chaman mein phul khilte hain gulistan baag hota hai, Nikhar kar aati hai sargam labon pe...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 21, 2020
Shayari koi jaam nahi jo paemana bhar ke mile, Voto bas dhun hai kisi Diwane ki, Jo tum bhi kabhi tarana yun gungunaoge, Jab paoge kisi khas ko apne dil ke paemane mein.
BoyFriend Shayari / Life / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 20, 2020
Nigahon mein ye moti hain, ya angare hai bhare isme, Surkh chimni hai, pighalti hai motiya isme, Sambhalu khud ko mai, ya mujhko sambhalo yaaron, Hausla har chuka, ab nahi mujh mein himmat yaaron....
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Koi pandit ki mane hai, Koi mullah ko jane hai, Insan ko insaniyat ke layak na wo yahan mane hai, abto daur hai aisa ke dar lagta hai mujhko, meri har baat ko vo...
Attitude Shayari / General / Life / Love / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Wafa ke ashk se rukhsaar jalne lagte hain, Dil-o-nazar dar-o-diwaar jalne lagte hain, Khud apni aag mein jalte hain jab gul-o-laal, Mohabbat ki aag mein gulzaar jalne lagte hain.
Asli Shayar / General / Life / Love and Relationships / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 17, 2020
Hazaron rang ke gardish mein taare chamak rahe, Ek tara tu bhi ban aur is zameen ko roshan karde, Yu to chamakti hai reet bhi roshni ki god mein aakar, Tu vo roshni ban...
Asli Shayar / Friendship / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 17, 2020
Bikhre rishton ko sameta to dil mil gaye, Bezubaan rishton mein chahat ke parr lag gaye, Is bedard zamane ki kise hai koi fikar yahan, Jab in nanhe se sapnon ko parr lag gaye.
Follow: