Teri Bewafaai Par
Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun, Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai, Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the, Magar unke rakh jo aaj bhi mere pas hai.
Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 26, 2020
Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun, Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai, Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the, Magar unke rakh jo aaj bhi mere pas hai.
Asli Shayar / Love and Relationships / Romantic Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 24, 2020
Vo khuli hawaon mein sans lena unhe gawara na hua, Har zameen darkinare pehre bitha diye usne, Hum to nadan the, jo un pehro ko bhi samjhe, Ye to hai basa humari hi hifazat...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Friendship / General / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 24, 2020
Ye udasi, ye shikan chehre pe kyun hai, Koi zakhm thodi na hai jo dikha du tujhko, Arsa hua tujhe muskurata dekhe aye dil, Jhuti hansi thodi na hai jo hansa du tujhko. Bebak...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 23, 2020
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein basa hoon.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 23, 2020
Aaj maine socha phir se uski nigahon mein vo sawal dhundhu, Na ho mumkin isqu mein aisi koi misaal dhundhu. Lekin na vo aaj khush hai, na uske chehre par chamak hai kahin, Honton...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 21, 2020
Ghabra kar maine jo uski pakdi thi kalai. Hathon mein rait bankar zameen par thi aai, Ye jo zehan mein maine bune the khwab itne, Hakeekat mein the bas unki khubsurat si parchhai.
Follow: