Tag: Hindi Love lines

  • Dard Mein Shiddat Thi Itni

    Dard Mein Shiddat Thi Itni

    Dard mein shiddat thi itni ke hum alfaz bhul gaye,
    Aur hukumat aaj bhi jarf zer mein atki rahi,
    Koi tanha hai, koi majboor to koi bebas hai,
    Aaj ki daur mein bas mazloom hi zinda hai.

  • Sham ki dastak pe dhup ki syahi si chhai hai

    Sham ki dastak pe dhup ki syahi si chhai hai

    Sham ki dastak pe dhup ki syahi si chhai hai,
    Dil ki kisi kone mein aaj bhi teri parchhai hai,
    Tere liye jo piroye the alfaz kayi humne,
    Teri khushbu se aaj vo saaz ban aayi hai.

    Ye teri ankhon se nikla hai vo anshu hai ya moti hai,
    Nigahon mein jo mai bhar loon to phir vo surmayi syahi hai,
    Surkh ankhon mein chhae hai, nigahein yaad mein tere tarasti,
    Chehre pe tabassum hai, saaz teri tarannum ban aayi hai.

  • Labon Pe Aaj Bhi Saje Wo Arsh Ke Moti Hain

    Labon Pe Aaj Bhi Saje Wo Arsh Ke Moti Hain

    Labon pe aaj bhi saje wo arsh ke moti hain,
    Vad-e-saad me bikhri fizaon ki hansi mehfil hai,
    Chaman mein phul khilte hain gulistan baag hota hai,
    Nikhar kar aati hai sargam labon pe saad hoti hai.

  • Kahin Chilman Ka Afsana

    Kahin Chilman Ka Afsana

    Kahin chilman ka afsana, kahin chilman mein baithi tu,
    Nigahon mein tera saya, basi hai un mein tu,
    Labon pe hai naam tera, hai pyar ye mera deewana,
    Sine mein jo dhadakta dil, har dhadkan mein basi hai tu,

    Tujhse milkar mukkammal paya ishq maine apna,
    Ishq mera, sahil mere mohabbat ke dariya ka tu,
    Tujhe dekh kar aksar mai, gam bhula ker hansta hu,
    Tujhko manu mai afsana, ya tujhko naam Haqeekat du.

  • Main befikra Meri zindagi badguman si thi

    Main befikra Meri zindagi badguman si thi

    Main besfikra Meri Zindagi

    Badguman si thi.

    Tere aane se saji ye mehfil,

    Jo kabristan si thi.

    Padhi Maine in aankhon se vo kahani,

    Jo qayamat si thi.

    Chu gayi mere Dil ko vo baatein Teri,

    Jo nadani si thi.

    Doob Gaye hum un nazron mein,

    Jo kaatil si thi.

    Adaayein Teri wallah,

    Ek shararat si thi.

    Macha gayi mere Dil mein vo,

    Ek aafat si.

    Vo Jo hasi beparwah,

    Gustakh si thi.

  • Khwab dekha hai Maine Tere sath jeene ka

    Khwab dekha hai Maine Tere sath jeene ka

    Zindagi behad lamba Safar hai,

    Zindagi behadi mushkil dagar hai,

    Sath chahta hu sacche Humsafar ka,

    Khwab dekha hai Maine,

    Tere sath jeene ka.

    Thokrey lagengi yeh khabar hai mujhe,

    Par Safar haseen hoga,

    Iss baat ka yakeen hai mujhe,

    Sath chahta hu sacchi mohobbat ka,

    Khwab dekha hai Maine Tere sath chalne ka.

    Raaste asaan nahi honge,

    Manzile pass nahi hongi,

    Sath chahta hu bas tere bharose ka,

    Khwab dekha hai Maine,

    Teri baho mein mitne ka.

  • Kitna khush hota hu jab Tere sath hota hu

    Kitna khush hota hu jab Tere sath hota hu

    Kitna khush hota hu,

    Jab Tere sath hota hu.

    Kitna sukoon milta hai,

    Jab Tere pyar mein khota hu.

    Kis qadar pagal hota hu,

    Jab Teri awaz sun ne ko na mile.

    Kis qadar darbadar firta hu,

    Jab tu na dikhe.

    Har waqt batana chahta hu,

    Ki kitna pyar karta hu.

    Har martaba sath nibhana chahta hu,

    Taaki tu nazdeek rahe.

  • Teri khwahish Karli toh konsa gunaah kardiya

    Teri khwahish Karli toh konsa gunaah kardiya

    Teri khwahish Karli toh konsa gunaah kardiya,

    Log toh ibadat mein Puri qaynaat maang lete hai,

    Maine apni qaynaat maangi,

    Toh Kya gunaah kardiya.

  • Na mukammal hua

    Na mukammal hua

    Na mukammal hua,

    Muktalif ghata bhi nahi,

    Na tera ho saka,

    Aur kisi ka bhi nahi,

    Na bazaar mein bika,

    Aur nilaam hua bhi nahi.

  • Thokrey lagti hai

    Thokrey lagti hai

    Thokrey lagti hai, rahgir milte hai,

    Yakeen jitna jis par bhi karo,

    Vo itna hi todte hai,

    Yej bhi kuch kuch Kam nahi,

    Jo sambhal Gaye unhe bhi log todte hai