Tujhe paane ke liye mein kuch bhi kar jayunga
Tujhe paane ke liye mein kuch bhi kar jayunga,Tere khushi ke liye duniya se lad jaunga,Jis raaste ki tu manzil naa ho us raste se mud jayunga,Jo faisla na ho tere haq mein usse...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / तन्हाई / प्यार
by admin · Published November 25, 2021
Tujhe paane ke liye mein kuch bhi kar jayunga,Tere khushi ke liye duniya se lad jaunga,Jis raaste ki tu manzil naa ho us raste se mud jayunga,Jo faisla na ho tere haq mein usse...
Ada Jaffrey / Asli Shayar / Ghazals / Love / Love and Relationships / ग़म / प्यार / हिंदी
by admin · Published November 22, 2021 · Last modified November 25, 2021
achānak dilrubā mausam kā dil-āzār ho jaanā duā āsāñ nahīñ rahnā suḳhan dushvār ho jaanā tumheñ dekheñ nigāheñ aur tum ko hī nahīñ dekheñ mohabbat ke sabhī rishtoñ kā yuuñ nādār ho jaanā abhī...
Ab na main hoon, Na baaki hai zamane mere, Fir bhi mashhoor hain shaharon mein fasane mere, Zindagi hai toh naye zakhm bhi lag jayenge, Ab bhi baaki hain kayi dost puraane mere.
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 25, 2020
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya likhun kiske liye likhun,...
Life / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / सामान्य
by admin · Published April 22, 2020
Aaj mai tanha hoon, behal hoon pareshan hoon, apne hi liye in faislon se hairan hoon, Kbhi na socha tha ke kismat ka diya bujh jaega, aur hakeekat ke is mor par sab tanha...
Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published April 19, 2020
Khwabon mein kabhi sahil ko machalte dekha hai, pani ki bundon ko nehro pe kya thaharte dekha hai, Zindagi ye kisi Farhad se kam nahi humari, Heer ki yaad mein kya tune Ranjhe ko...
Bewafa Shayari / Girlfriend Shayari / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 19, 2020
Maine duniya se chhupaya apko bas isliye, Sari dunya mar mitegi apke andaz pe, Pyar ki awaz hi pe saaz hokar reh gaye, Hum ne jab bhi geet gaya zindagi ke saaz pe. Jo...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / प्यार
by admin · Published April 18, 2020
Waqt vahi hai bas kuch lamha badal gaya, Akhon mein chhupa dard aansu ban chhalak gaya, Lafz honton pe the, bas bikharne baki the, Dard seene mein chhupa kilasta reh gaya.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 15, 2020
Vo dard the shukoon the tanhai mein hamsafar the mere, saaye ki tarah sath the,zehan me perchhai sa mere, Aaj dil tuta to tarap ne puchha humse, kya ab bhi sath hai vo tere,...
Kuch baat keh gaye vo bas yu hi muskura kar, Ye bhi na jaan paye kya dard guzri hum par, Sitam seh gaye hum bas yu hi muskura kar, Per chehre pe unke na...
Follow: