Door Tumse Mai Aaj Bhi Khada Hoon
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein basa hoon.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 23, 2020
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein basa hoon.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 23, 2020
Aaj maine socha phir se uski nigahon mein vo sawal dhundhu, Na ho mumkin isqu mein aisi koi misaal dhundhu. Lekin na vo aaj khush hai, na uske chehre par chamak hai kahin, Honton...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 21, 2020
Ghabra kar maine jo uski pakdi thi kalai. Hathon mein rait bankar zameen par thi aai, Ye jo zehan mein maine bune the khwab itne, Hakeekat mein the bas unki khubsurat si parchhai.
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 19, 2020
Vo sochte the unki yaad mein bikhar jaenge toot kar hum, Unhe kya pata, unki yaad mein tadapne ka maza hi kuch aur hai. Vo sochte the ke mayusi ke badal mein ghir jaenge...
Bewafa Shayari / Girlfriend Shayari / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 19, 2020
Maine duniya se chhupaya apko bas isliye, Sari dunya mar mitegi apke andaz pe, Pyar ki awaz hi pe saaz hokar reh gaye, Hum ne jab bhi geet gaya zindagi ke saaz pe. Jo...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / प्यार
by admin · Published April 18, 2020
Waqt vahi hai bas kuch lamha badal gaya, Akhon mein chhupa dard aansu ban chhalak gaya, Lafz honton pe the, bas bikharne baki the, Dard seene mein chhupa kilasta reh gaya.
Aaj bahut din bad socha ki kuch likhun, Kya likhun ki ab to hathon par nami si aai hai, Vo syahi jo kagaz pe roshni beekherti thi, Mere jehan-o-saku pe phail si aai hai....
Asli Shayar / Bewafa Shayari / General / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 7, 2020
Mat kar itni mohabbat aye naadan dil, Pyaar samundar sa gehra hai, paar nahi payega. Toot jayega tu kisi apno ke hi hathon, Kisne toda, ye bayaan nahi kar payega. Shukar kar khuda ka...
Follow: