Tagged: Heart Touching Dard Shayari

Anjaam kee paravaah hotee to

Anjaam kee paravaah hotee to

Anjaam kee paravaah hotee to, Hum mohabbat karna chhod dete, Mohabbat mein to jidd hotee hai, Aur jidd ke bade pakke hain hum! Read More Shayari: Aap humsey hum aapsey pyar patey rahey

Wo mil jatey hai kahani ban kar

Wo mil jatey hai kahani ban kar

Wo mil jatey hai kahani ban kar, Dil mein bas jatey hain nishani ban kar, Jinhay hum rakhtey hai apni aankhon mein, Kyun nikal jatey hain wo paani bankar. Read More Shayari: Kisi ki jindagi...

Dua Maangi Thi Aashiyaney Ki

Dua Maangi Thi Aashiyaney Ki

Dua maangi thi aashiyaney ki Chal padi aandhiyan jamaney ki Mera gum koi nahi samjah paya Kyonki meri aadat thi muskuraney ki Read More Shayari: Kisi Na Kisi Pe Kisi Ko

Mausam Chaahe Badalte Rahe

Mausam Chaahe Badalte Rahe

Mausam chaahe badalte rahe, Par yaadon ke phool jaroor khilenge, Samay badlegaa, rishtey badlenge, Par hum dost the..hain..aur hameshaa rahenge.. Read More Shayari: Tere Pyar Mein Kuch Aisi Baat Hai