Palkon Ko Jab-Jab
Palkon ko jab-jab aapne jhukaya hai, Bas ek hi khayal dil mein aaya hai. Ki jis khuda ne tumhein banaya hai, Tumhein dharti par bhejkar woh kaise jee paya hai. Read More Shayari: Zindagi...
Palkon ko jab-jab aapne jhukaya hai, Bas ek hi khayal dil mein aaya hai. Ki jis khuda ne tumhein banaya hai, Tumhein dharti par bhejkar woh kaise jee paya hai. Read More Shayari: Zindagi...
Zindagi se apna har dard chupa lena, Khusi na sahi gum gale laga lena, Koi kahey mohabbat aasan hai, To use mera tuta dil dikha dena. Read More Shayari: Ankhon Kay Pardey Bhi Nam...
Ankhon Kay Pardey Bhi Nam Ho Gaye, Baaton Kay Silsiley Bhi Kam Ho Gaye, Pata Nahi Galti Kiski Hai, Waqt Bura Hai Ya Bure Hum Ho Gaye Hain. Read More Shayari: Kya Kahu Tere Pyar...
Kya kahu tere pyar ne zindagi di hai, Mera dard lekar aur mujhe khushi di hai, Anchuwa pyar jise maine bas mahsoos kiya hai, Apnakar mujhe tune jo pyar hi pyar diya hai. Read...
Tanha Rahna To Seekh Liya Humney, Par Khush Kabhi Na Rah Payengaye, Teri Duri To Phir Bhi Sah Leta Hai Ye Dil, Par Teri Mohabbat Kay Bin Ji Na Payengaye. Read More Shayari: Mere Haathon...
Mere haathon se gir Gayi lakeeren kahin, Bhul aaye hum apni Takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin To utha lena, Mere hisse ki har khushi Apne haathon par saja lena. Read More Shayari: Hall Apna Tumhey Batana Kya
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Life / Loneliness / Love / Love and Relationships / Sad
by admin · Published February 22, 2019 · Last modified February 23, 2019
Haal apna tumhey batana kya, Cheer kay dil tymhey dikhana kya, Wahi rona hai sada ka ab bhi, Dastann phir wohi dohrana kya, Bekarari hi hai judai mein, Gum ki baatein tumhey sunna kya, Meri chuppi...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Sad
by admin · Published February 22, 2019
Jo teer bhi aata wo khaali nahi jata, Mayus mere dil se sawali nahi jata, Kantey hi kiya kartey hai phollon ki hifazat, Phollon ko bachaney koi mali nahi jata. Read More Shayari: Tu To Wada Kar Kay Bhi Mukar Jati Hai
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Loneliness / Love / Sad
by admin · Published February 19, 2019
Tu to wada kar kay bhi mukar jati hai, Teri yaad badi bholi hai chali aati hai, Din to jaisay tesay gujar hi jata hai, Raat berahm aati hai sitam dhaati hai, Ek aainey...
BoyFriend Shayari / Friendship / Girlfriend Shayari / Life / Loneliness / Love / Sad
by admin · Published February 19, 2019
Kuch hans kar bol diya karo, Kuch hans kar tall diya karo, Youn to bahut pareshaniyan hai, Tumko bhi mujhko bhi, Magar kuch faisley waqt par dal diya karo, Na janey kal koi hasaney...
Follow: