Tag: Dard Shayari

  • Kehte Hain Har Baat Jubaan Se

    Kehte Hain Har Baat Jubaan Se

    Kehte Hain Har Baat Jubaan Se

    Hum Ishara Nahi Karte,

    Aasman Par Chalne Wale

    Zamin Se Gujara Nahi Karte,

    Har Halat Ko Badlne Ki

    Himmat Hai Hum Mein,

    Waqt Ka Har Faisla Hum

    Ganwara Nahi Karte.

    कहते है हर बात जुबां से हम इशारा नहीं करते,
    आसमान पर चलने वाले जमीं से गुज़ारा नहीं करते,
    हर हालात को बदलने की हिम्मत है हम में,
    वक़्त का हर फैसला हम गंवारा नहीं करते।

    Read More Shayari: Teri Mohabbat Mein

  • Teri Mohabbat Mein

    Teri Mohabbat Mein

    Teri Mohabbat Mein,

    Aur Meri Fhitrat Mein,

    Bas Fhark Hai Itna.

    Tera Attitude Nahi Jata,

    Aur Mujhe Jhukna Nahi Aata.

    Read More Shayari: Kyun Teri Yaad

  • Kyun Teri Yaad

    Kyun Teri Yaad

    Kyun Teri Yaad

    Hume Satane Aayi,

    Kyun Haq Chahat Ka

    Jatane Aayi,

    Bhulna Chahte Hain

    Hum Jin Kasmo Ko,

    Kyun Un Kasmo Ko

    Nibhane Aayi.

    Read More Shayari: Tujhe Bhool Kar Bhi

  • Tujhe Bhool Kar Bhi

    Tujhe Bhool Kar Bhi

    Tujhe Bhool Kar Bhi

    Na Bhool Payenge Hum,

    Bas Yahi Ek Wada

    Nibha Payenge Hum,

    Mita Denge Khud Ko Bhi

    Jahan Se Lekin,

    Tera Naam Dil Se

    Na Mita Payenge Hum.

    Read More Shayari: Jinki Yaad Mein Hum

  • Jinki Yaad Mein Hum

    Jinki Yaad Mein Hum

    Jinki yaad mein hum

    Dewane ho gaye,

    Wo hum hi se

    Begaane ho gaye,

    Shayad unhe talash hai

    Ab naye dost ki,

    Kyunki unki nazar me ab

    Hum purane ho gaye.

    Read More Shayari: Tera Saath Hai Toh

  • Na Koi Kisi Se

    Na Koi Kisi Se

    Na koi kisi se door hota hai,

    Na koi kisi ke krib hota hai,

    Wo khud he chal ke aata hai,

    Jo jiska nasib hota hai.

    Read More Shayari: Sir Jhukane Ki Aadat

  • Sir Jhukane Ki Aadat

    Sir Jhukane Ki Aadat

    Sir jhukane ki aadat nahi hai,

    Aansu bahne ki aadat nahi hai,

    Hum kho gaye to pachhtaogay bahut,

    Kyonki hamari laut ke aane ki

    Aadat nahi hai.

    Read More Shayari: Abhi Suraj Nahi Dooba

  • Abhi Suraj Nahi Dooba

    Abhi Suraj Nahi Dooba

    Abhi suraj nahi dooba

    Jara si shaam hone do,

    Main khud laut jaunga

    Mujhe naakam to hone do,

    Mujhe badnaam karne ka

    Bahana dhunta hai jamana,

    Main khud ho jaunga badnaam

    Pahele mera naam to hone do.

    Read More Shyari: Attitude To Apna Bhi

     

     

     

     

     

  • Meri Kahani Adhuri Hi

    Meri Kahani Adhuri Hi

    Meri kahani adhuri hi sahi

    Par logo ki nafraton ka sath hai,

    Zinda rahe ya na rahe

    Par haath mein kisi ka haath hai,

    Mushkil mein hain dil mera

    Par tere liye khuda se karte fariyaad hai.

    Read More Shayari: Wo Mere Dil Par

  • Wo Mere Dil Par

    Wo Mere Dil Par

    Wo mere dil par seer rakh kar

    Soe thi bekhabar,

    Humne dhadkney hi rok li

    Ki kahin uski,

    Neend na tut jaye.

    Read More Shayari: Muskurao Kya Ghum Hai