Waqt Vahi Hai Bas Kuch Lamha Badal Gaya
Waqt vahi hai bas kuch lamha badal gaya, Akhon mein chhupa dard aansu ban chhalak gaya, Lafz honton pe the, bas bikharne baki the, Dard seene mein chhupa kilasta reh gaya.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / प्यार
by admin · Published April 18, 2020
Waqt vahi hai bas kuch lamha badal gaya, Akhon mein chhupa dard aansu ban chhalak gaya, Lafz honton pe the, bas bikharne baki the, Dard seene mein chhupa kilasta reh gaya.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 15, 2020
Vo dard the shukoon the tanhai mein hamsafar the mere, saaye ki tarah sath the,zehan me perchhai sa mere, Aaj dil tuta to tarap ne puchha humse, kya ab bhi sath hai vo tere,...
Aaj bahut din bad socha ki kuch likhun, Kya likhun ki ab to hathon par nami si aai hai, Vo syahi jo kagaz pe roshni beekherti thi, Mere jehan-o-saku pe phail si aai hai....
Asli Shayar / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Jazire shokh mein tujhko, zamane bhar mein yu dhundha, Dilon ki gehrai se lekar, uzale mein tujhe dhundha, Teri parchhai ki khwahish mein bhatka dar badar yuhi, Tere ekhlak ko pane ko, zamane bhar...
Asli Shayar / General / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Hum haqeekat ki numaindagi karte rahe, Aur vo apne khwabon ki gazal kehte rahe, Haqeekat na sahi khwab to hai is dil mein tere, varna kayi log murjhae se reh jate hain aksar.
Munasib na hua, socha unhe takleef na ho, Varna puchh leta unse gar koi aitraaz na ho, Ke gar khushi hoto azadi tujhe apni dedoon tohfe mein, Ye meri Zindagi aise bhi mere kisi...
Dil bechain tha par ise kinara na mila, Machalti raaton mein tere husn ka sahara na mila, Log peete hai ishq me khud ko mita lene ko, Hume to Ishq mein doobe the unke...
Ye udasi, ye shikan chehre par kyun hai, Koi zakhm thodi na hai jo dikha duoon tujhko, Arsa hua tujhe muskurata dekhe hue aye dil, Jhuti hansi thodi na hai jo hansa doon tujhko.
Asli Shayar / Bewafa Shayari / General / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 7, 2020
Mat kar itni mohabbat aye naadan dil, Pyaar samundar sa gehra hai, paar nahi payega. Toot jayega tu kisi apno ke hi hathon, Kisne toda, ye bayaan nahi kar payega. Shukar kar khuda ka...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Sad / हिंदी
by admin · Published April 2, 2020
Aye Ishq tu beemar kyun hua, Zamana badla to tu khuddar kyun hua, Humne to har lamha nibhaya tha tujhko, Tu apno ka hokar bhi Bezar kyun hua.
Follow: