Khayalon Mein Wahi
Khyalon mein wahi, Sapnon mein wahi, Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi, Hum jaagte rahe aur duniya soti rahi, Ek baarish hi thi jo humare sath roti rahi.
Khyalon mein wahi, Sapnon mein wahi, Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi, Hum jaagte rahe aur duniya soti rahi, Ek baarish hi thi jo humare sath roti rahi.
Asli Shayar / Bewafa Shayari / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / तन्हाई
by admin · Published April 28, 2020
Deewana mat kaho mujh ko mujhe achcha nahi lagta. Bada afsos hota hai koi ab apna nahi lagta, Mujhe lagta hai ki hogi uski bhi koi majboori, Uska yun chhod kar jana mujhe achcha...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Loneliness / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published April 28, 2020
Mana ki naseeb mein mere koi sanam nahi, Fir bhi koi shikwaa koi gam nahi, Tanha the aur tanhaa jiye jaa rahe hain, Badnaseeb to wo hain jinke naseeb me hum nahi.
Shukoon hai, wafa hai, ye meri dastan hai, Bin tere har lamha andhera jahaan hai, Likhi hai maine kayi dastan-e-ulfat, Lekin ye dastan sabse alag, jahan ka paigam hai.
Asli Shayar / Life / Loneliness / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 24, 2020
Uski awaz kanon tak aayi aur laut gayi, Zamana chal raha tha aur chalta rha Fareeb ka, Kuch pal hi beete the tab jakar ehsas hua, Laut kar dekha pichhe to akela tha khada.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 21, 2020
Ghabra kar maine jo uski pakdi thi kalai. Hathon mein rait bankar zameen par thi aai, Ye jo zehan mein maine bune the khwab itne, Hakeekat mein the bas unki khubsurat si parchhai.
Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published April 19, 2020
Khwabon mein kabhi sahil ko machalte dekha hai, pani ki bundon ko nehro pe kya thaharte dekha hai, Zindagi ye kisi Farhad se kam nahi humari, Heer ki yaad mein kya tune Ranjhe ko...
Follow: