Real Shayari in Hindi & English | Heart Touching Love, Sad, Friendship, Emotional and True Life Shayari Collection Shayari

realshayari

Farigh Mujhe Na Jaan Ki Manind-E-Subh-O-Mehr

Fāriġh mujhe na jaan ki mānind-e-sub.h-o-mehr Hai dāġh-e-ishq zīnat-e-jeb-e-kafan hunūz Hai nāz-e-muflisāñ zar-e-az-dast-rafta par Huuñ gul-farosh-e-shoḳhi-e-dāġh-e-kohan hunūz Mai-ḳhāna-e-jigar meñ yahāñ ḳhaak bhī nahīñ Khamyāza khīñche hai but-e-be-dād-fan hunūz Juuñ jaada sar-ba-kū-e-tamannā-e-be-dilī Zanjīr-e-pā hai rishta-e-hubbul-vatan...

realshayari

Ek Ek Qatre Ka Mujhe Dena Pada Hisab

Ek ek qatre kā mujhe denā paḌā Hisāb Khūn-e-jigar vadī.at-e-mizhgān-e-yār thā Ab maiñ huuñ aur mātam-e-yak-shahr-Arzū Todā jo tū ne aa.ina timsāl-dār thā Galiyoñ meñ merī na.ash ko khīñche phiro ki maiñ Jāñ-Dāda-e-havā-e-sar-e-rahguzār thā...

realshayari

आप खुद नही जानते आप कितने प्यारे हो…

आप खुद नही जानते आप कितने प्यारे हो… जान तो हमारी पर जान से प्यारे हो….. दूर होने से कोई फर्क नही पड़ता…. आप कल भी हमारे थे आज भी हमारे हो..

realshayari

Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai

Dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai Aḳhir is dard kī davā kyā hai Ham haiñ mushtāq aur vo be-zār Yā ilāhī ye mājrā kyā hai   Maiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā huuñ Kaash pūchho...

realshayari

Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gai

Dil se tirī nigāh jigar tak utar ga.ī Donoñ ko ik adā meñ razā-mand kar ga.ī Shaq ho gayā hai siina ḳhushā lazzat-e-farāġh Taklīf-e-parda-dāri-e-zaḳhm-e-jigar ga.ī Vo bāda-e-shabāna kī sarmastiyāñ kahāñ Uthiye bas ab ki...

realshayari

Dil Laga Kar Lag Gaya Un Ko Bhi Tanha Baithna

Dil lagā kar lag gayā un ko bhī tanhā baiThnā Bare apnī bekasī kī ham ne paa.ī daad yaañ Haiñ zavāl-āmāda ajzā āfrīnash ke tamām Mahr-e-gardūñ hai charāġh-e-rahguzār-e-bād yaañ Hai tarahhum-āfrīñ ārā.ish-e-be-dād yaañ Ashk-e-chashm-e-dām...

realshayari

Diwanagi Se Dosh Pe Zunnar Bhi Nahin

Dīvānagī se dosh pe zunnār bhī nahīñ Yaanī hamāre jaib meñ ik taar bhī nahīñ Dil ko niyāz-e-hasrat-e-dīdār kar chuke Dekhā to ham meñ tāqat-e-dīdār bhī nahīñ   Milnā tirā agar nahīñ āsāñ to...