Dil Ke Rishte Ka Koi Naam Nahi Hota

Love Shayari

Dil ke rishte ka koi naam nahi hota,
Maana ki iska kutch anjaam nahi hota,
Agar nibhane ki chahat ho dono taraf,
To kasam se koi rishta naakam nahi hota. 

You may also like...