Ek Chhoti Si Bachchi
Ek chhoti si bachchi Maa se bichhad kar aayi thi, Thodi si mayuus aur bahut jyada ghabrai thi. Maine pyar se use god mein uthaya, Uski aankhon ke aansu pochh gale se lagaya, Uska...
Ek chhoti si bachchi Maa se bichhad kar aayi thi, Thodi si mayuus aur bahut jyada ghabrai thi. Maine pyar se use god mein uthaya, Uski aankhon ke aansu pochh gale se lagaya, Uska...
Kisse baat karun ki sab bezuban hai, Aaj ke daur mein fariste ab anjaan hai, Jo tu kare vo hum kare, ye tera manna hoga, Apni marzi pe hum chale ye tujhe janna hoga,...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Sad / हिंदी
by admin · Published April 2, 2020
Aye Ishq tu beemar kyun hua, Zamana badla to tu khuddar kyun hua, Humne to har lamha nibhaya tha tujhko, Tu apno ka hokar bhi Bezar kyun hua.
फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो, जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो, जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ, आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो।
Asli Shayar / English / Friendship / Life / Loneliness / Love / Love and Relationships / Sad / Shayar / ज़िन्दगी / तन्हाई / दोस्ती / प्यार / हिंदी
by admin · Published May 30, 2018
Dua mein teri hasi maangi aur kurbat mein tujhe maanga, Is se zyada maine khuda se kuch nahi chaha.
Asli Shayar / English / Friendship / Life / Love / Love and Relationships / Sad / दोस्ती / प्यार / हिंदी
by admin · Published May 30, 2018
Saath de agar tu mera toh Safar yuhi kat jayega, Pyaar kare mujhse beintehaan toh waqt yuhi tham jayega.
Khol do darwaaze Dil ke ki chain aa jaye, Intezaar kiya hai iss qadar tumhara, Kabhi toh baat ban jaye.
Asli Shayar / Life / Love / Love and Relationships / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published May 30, 2018
Meri berang Zindagi mein rang tumhi se aaye hai. Wafa ka matlab toh hum ab samajh paye hai.
Follow: