Dard Tab Na Tha Jab Chot Humko Lagi..!
Dard tab na tha jab chot humko lagi..! Ehsaas tab hua jab unko tadapta dekha..!! Khud bhuke rehna asaan tha..! Takleef tab hue jab bacho ko bhuk se bilakte dekha..!!
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / دوستی / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published January 6, 2021
Dard tab na tha jab chot humko lagi..! Ehsaas tab hua jab unko tadapta dekha..!! Khud bhuke rehna asaan tha..! Takleef tab hue jab bacho ko bhuk se bilakte dekha..!!
Asli Shayar / Friendship / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published December 28, 2020
Na lamha, na aik pal jia, is khauf se aie momin..! Ke kahi palak jhapakte hi, sunhare khawab me na khojau..!! Haqeeqat ko pane ke kitne kareeb tha mai..! Kahi phir se ankh na...
Asli Shayar / Azadi / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / تنہائی / دوستی / ज़िन्दगी
by admin · Published December 28, 2020
Tamanna mujhe bhi thi aasma chune ki..! In unchi patango si bin pakh hawa me udjane ki..!! Lekin mai khud ki hi khamoshi na samjh saka..! Ab samjha to phir se zinda hua hu...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published December 28, 2020
Anjane me kuch alfaz nasuur banjate hai aksar..! Apne har alfaaz pe marham banane se acha hai..!! Mujhe apni soch ka mukhbir banalo tum..!!
Asli Shayar / Attitude Shayari / Bewafa Shayari / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published December 28, 2020
Jab lagi thokar, to manga hath maine sambhalne ko..! Khoe rahe vo apne khayal me, meri awaz ko darkinara ker..!! Phir bade saste me man gae, mujhe bahar nikalne ko..! Kha bas aik photo...
Jhuka ker rukh,bikheri jo zamane me roshni tune..! Zamane ne tere hukuuk ki baat ki zamane se..!! Kabhi parda, kabhi ghunghat, kbhi aankho ki thandak tu..! Nazarya hai zamane ka, kyu koe na puche...
Dil se awaz ye uthi, tuti si kashti hi sahi..! Samundar kitna bhi gehra ho, Khatre kitne bhi ho majeed..!! Mai mukaddar ko phir bhi na kosunga, khud ko pehchani mai sahi..! Hosle buland...
Gaflat me pade rahe, Waqt zaya yu kiya..! Bas khud me khud ko hi khojte rahe..!! Jinme takabbur na tha, Vo kam me bhi khus the..! Takleef jab shiddat se badhi, to momin hogae..!!
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Sad / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published December 28, 2020
Tanha to hum bhi the saki, Tanha to ye chand bhi hai..! Phir bhi andhere ko kate, Kyse ye muskan si hai..!! Tanhae se phir kyu darna, Mar ker bhi tanha jana hai..! Kya...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published December 21, 2020 · Last modified December 25, 2020
Hum, Aap, aur aastin ke sanp, chalo sath chalte hai..! Kya kha – vo kyu?- kyu ki aap bhi to humare bare me yehi khayal rakhte hai..!! Honto pe shahad rakh ker bas, muh...
Follow: