Category: ग़म

नयी और लेटेस्ट गम शायरी का सबसे अच्छा संग्रह यहाँ उपलब्ध है, आप हमारी शायरी को मैसेज, और वाहट्सएप्प स्टेटस के रूप में उपयोग कर सकतें है

  • Kagzi Ishque Hai, Sakuun Kha In Farebi Nigaho Me

    Kagzi Ishque Hai, Sakuun Kha In Farebi Nigaho Me

    Kagzi ishque hai, sakuun kha in farebi nigaho me..!

    Akho pe pada hota parda to aur baat thi, pada hai parda Dil ke nijamo pe.!!

    Meri khata ko mera kirdar maan baithe vo..!

    Meri muhabbat ko mausmi kirdar man baithe vo..!

    Suna hai aj kal preshan bhut rehte hai …!

    Ird gird unke apna kehne vale khokhle log rehte hai..!!

    Unse kehdo ke jab bhar jae dil unka in mausmi tamasho se..!

    Palke phylae unke intezar me hum aj bhi baithe hai..!!

  • Koe Puche Humse, Mere Hi Dil Ka Haal- Shor

    Koe Puche Humse, Mere Hi Dil Ka Haal- Shor

    Koe puche humse, mere hi dil ka haal..!

    Khud apne dil ko tadapta chor de..!

    Band kamre me shor sunae kisko deta hai…!

    Bahar chillane kho to muh mor le ..!!

  • Kabhi Khamoshi Ko Bhi Sunne Ki Koshish Kro Ke, Siddat Bhut Hai Iski Awaz Me

    Kabhi Khamoshi Ko Bhi Sunne Ki Koshish Kro Ke, Siddat Bhut Hai Iski Awaz Me

    Kabhi khamoshi ko bhi sunne ki koshish kro ke, siddat bhut hai iski awaz me..!

    Tumne aksar unko suna hai jo dabate hai tumhe apni tez awaz se..!

    Darte vhi hai jisne apni zimmedariyon se muh mod lea..!

    Hum to vo hai jo muskura ker chup hojate hai kisi ki razamandi kelea..!!

  • Na Mai Acha Na Bura, Mai To Apne Hi Rah Ka Fakeer Hu.!

    Na Mai Acha Na Bura, Mai To Apne Hi Rah Ka Fakeer Hu.!

    Na mai acha na bura , mai to apne hi rah ka fakeer hu..!

    Manzil abhi mili kha, mai abhi bhi rahgeer hu..!!

  • Aik Rang Hai Aik Ruh Hai, Aik Hi To Hai Ye Badan

    Aik Rang Hai Aik Ruh Hai, Aik Hi To Hai Ye Badan

    Aik rang hai aik ruh hai, aik hi to hai ye badan..! Phir kyu na mane,mujhko apna kyu nhi ye Mera Chaman..!!

    Katra is lahu ka, rang dekho iska bhi laal hai..! Mai bhi bana is mati se hu, aur meri shahadat bhi halal hai..!!

  • Nazar Meri, Chupi Rahi, Nazar Nazar Me Reh Gae..!

    Nazar Meri, Chupi Rahi, Nazar Nazar Me Reh Gae..!

    “Nazar meri, chupi rahi, Nazar nazar me reh gae..! Nazar ka fasla jo tha , Asar nazar ki reh gae..!!
    Jo baat dil me thi mere, Vo baat dil me reh gae..!Jo dil ki dharkano me thi, vo dharkano me reh gae..!!


    Fasla ye badh gya, durya ye badh gae..! Jise kha tha zindagi,vo zindagi simat gae..!! Tuut to gya tha mai, ye zindagi bikhar gae..! Duur se dikhi mujhe, ummeed ki ye roshni..!!
    Naya sakuun mila mujhe, ye zindagi savar gae..! Vo roshni thi ilm ki, jo roshni dil me gae..!!


    Mai jo bhi hu aj, bas iski hi to dain hai..! Bikhar gya tha mai, jisne sameta vo deen hai..!!
    Chalo mai ab chalta hu, intezaar me hai ab koe..!Rasta tujhe dikhane ko, katar me hai har koe..!!”

    By: Hassaan

  • Koi Ishaara, Dilaasa Na Koi Waada Magar

    Koi Ishaara, Dilaasa Na Koi Waada Magar

    Koi ishaara, dilaasa na koi waada magar,
    jab aayi sham to tera intezaar karne laga,
    Bicchda kuch is kadar se ki rut hi badal gayi,
    Ik shakhs saare seher ko viraan kar gaya.

  • Ye Ishq Mohabbat Ki Bewafaai

    Ye Ishq Mohabbat Ki Bewafaai

    Ye ishq mohabbat ki bewafaai to yu hi badnam hai,
    Zindagi mein zindagi se jyada bewafa koi nahi,
    Kab, kahan aur kaise chhod jayegi pata nahi,
    Isko bas bahana chahaiye aur kuchh nahi.

  • Humara Zikr Bhi Ab Jurm Ho Gaya

    Humara Zikr Bhi Ab Jurm Ho Gaya

    Humara zikr bhi ab jurm ho gaya hai wahan,
    Dinon ki baat hai mehfil ki aabru hum the,
    Khayal tha ke ye pathrav rok dein chal kar,
    Jo hosh aaya toh dekha lahu luhan hum the.

  • Ab Na Main Hoon

    Ab Na Main Hoon

    Ab na main hoon, Na baaki hai zamane mere,
    Fir bhi mashhoor hain shaharon mein fasane mere,
    Zindagi hai toh naye zakhm bhi lag jayenge,
    Ab bhi baaki hain kayi dost puraane mere.