Category: English

Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.

  • Love Shayari

    Love Shayari

    हम तड़पड़े हैं तो कीमत है तुम्हारी
    जो सब्र आ जाये तो फिर बात ही क्या I

  • Love Shayari

    Love Shayari

    न कोई मुलाकात न किसी वादे का तकाज़ा तुमसे
    हम तो बस एक झूटी तस्सल्ली के तलबगार थे।

  • Love Shayari- February Special

    Love Shayari- February Special

    महोब्बत न सही मेरी खुशफहमी ही रहने दो

    की दिल में जीने की ख्वाहिश ज़रा सी और बाकी है I

  • February Special Shayari

    February Special Shayari

    कोई मुलाक़ात न किसी वादे का तकाज़ा तुमसे
    हम तो बस एक झूठी तस्सल्ली के तलबग़ार थे I

  • Rose Day Shayari for Husband

    Rose Day Shayari for Husband

    Maine har pal guzare in gulab se, teri in bahon me..!

    Meri har khwahish ko pura kea tune apne vado se..!

  • Rose Day Shayari For Friends

    Rose Day Shayari For Friends

    Is gulab ki pankhuriyon ki tarah tune hifazat ki hai meri..!

    Aie dost meri nazro me isse bhi zada ehmiyat hai teri..!!

  • Rose Day Shayari for Girlfriend

    Rose Day Shayari for Girlfriend

    Ban kar ye Gulab, mai teri zindagi me aik musk ki tarah bas jaunga..!

    Jo tu muskurae to pighalta hua tere labo pe cha jaunga..!!

  • Chalo Aj Khi Duur Chalte Hai, Thoda Apne Dil Ko Majboor Kerte Hai..!

    Chalo Aj Khi Duur Chalte Hai, Thoda Apne Dil Ko Majboor Kerte Hai..!

    Chalo aj khi duur chalte hai, thoda apne dil ko majboor kerte hai..!

    Vo kehte hai sabuut do apni imandari ka, chalo aj unka shak bhi duur kerte hai..!!

    Chalo aj khi duur chalte hai, apni soch ko kuch pal kelea Azad kerte hai..!

    Dam ghut rha hai uska mere andar, chalo aj isko bhi abaad kerte hai..!

    Chalo aj khi duur chalte hai, Chalo bhut duur chalte hai!!

  • Gam To Har Kisi Ki Zindagi Me Hai, Kbhi Behta Aansu Ban Ker Dekho Na..!

    Gam To Har Kisi Ki Zindagi Me Hai, Kbhi Behta Aansu Ban Ker Dekho Na..!

    Gam to har kisi ki zindagi me hai, kbhi behta aansu ban ker dekho na..!

    Apne lea to sab jite hai, kuch pal apno kelea bhi jiker dekho na..!!

  • Chalo Aik Bar Phir Se Muhabbat Ker Ke Dekhte Hai..!

    Chalo Aik Bar Phir Se Muhabbat Ker Ke Dekhte Hai..!

    Nafrat se bhare in lamho ko ,nae dhage me piroker dekhte hai..!

    Jo andekha tha abtak, use aik nae sire se jodker ker dekhte hai..!!

    Chalo aik bar phir se muhabbat ker ke dekhte hai..!!

    Jb pyar kea tha to na mazhab dekhi na gareebi, magar aj har koe dharam se jor kerdekhte hai..!

    Ameeri bhi aik nae mazhab si ban gae hai, har koe naam se pehle, aamdani puchte hai..!!

    Chalo muhabbat ko bhi aik nae mazhab se jor ker dekhte hai..!

    Chalo aik bar phir se muhabbat ker ke dekhte hai..!!

    Koe apna manta hai, to koe apno ko manta hai..!

    Jo dil ko dukhae use dushman mante hai..!!

    Chalo aj dushmano se bhi thoda Dil jodker dekhte hai..!

    Chalo aj phir se muhabbat ker ke dekhte hai..!!