Ab naa mai hu Naa waaki hai jamane mere
Fir bhi mashahoor hai Shaharo mai fasane mere
Jindagi hai to nae jakh bhi lag jaynge
Ab bhi waaki hai kayi purane dost mere
Category: Life
Collection of Real Shayari in life Category
-

Ab Naa Mai Hu Naa Waaki Hai Jamane Mere
-

Umra Jaaya Kardi Logo Ne
Umra Jaaya kardi logo ne
Auro ke wajood mai nuks nikalate nikalate
Agar itna khud ko tarasha hota
To farishte ban jaate -

Sath Hmara Pal Bhar Hi Sahi
Sath hmara pal bhar hi sahi
Par is pal jaisa mukawala koi kal nhi
Ho shayad fir milana hmara kanhi
Tu jo nahi to teri yaad sang sahi -

Chhupa Lu Tujhko Apni Baaho Mai Is Kadar
Chhupa lu tujhko apni baaho mai is kadar
Ki hawa bhi gujarane ki ijajat mange
Ho jaau madhosh tere pyar mai is kadar
Ki hosh bhi aane ki ijajat mange -

Tu Mil Jaaye Mujhe Bas Itna Hi Bahut Hai
Tu mil jaaye mujhe bas itna hi bahut hai
Meri har sans ne to bas yahi dua mangi hai
Naa jane kyu dil khicha chala aata hai teri or
Kya tune bhi kabhi mujhe paane ki dua maangi hai -

Wo Waqt Wo Lamhe Kuch Ajeeb Honge
Wo waqt wo lamhe kuch ajeeb honge
Duniya mai ham khushnaseeb honge
Dur hokar bhi itna yaad karte hai aapko
To socho kya hoga jab aap hmare kareeb honge -

Yun To Sikhane Ko Jindagi Bahut Kuch Sikhati Hai
Yun to sikhane ko jindagi bahut kuch sikhati hai
Magar jhuti hansi hasne ka hunar to bas Mohbbat hi sikhati hai -

Apni Ankho Ka Hame Khwab Banalo
Apni ankho ka hame khwab banalo
Dil mai hmari jagah kuch khas bnalo
Ek baar Mohbbat ki shuruaat karke
Janmo ka sathi banalo hame -

Naam Usi Kaa Hota Hai Jo Mahnat Karta Hai
Naam usi kaa hota hai jo mahnat karta hai
Bekaar logo ki jindagi to ek dusre ki buraiya or
Kamiya dhudne mai hi nikal jati hai -

Khushiya Lekar Aayga Aane Wala Pal
Bhula do beeta hua kal
Dil mai basao aane wala kal
Hanso or hasao chahe jo bhi ho pal
Khushiya lekar aayga aane wala pal