Tamanna Mujhe Bhi Thi Aasma Chune Ki..!
Tamanna mujhe bhi thi aasma chune ki..! In unchi patango si bin pakh hawa me udjane ki..!! Lekin mai khud ki hi khamoshi na samjh saka..! Ab samjha to phir se zinda hua hu...
Asli Shayar / Azadi / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / تنہائی / دوستی / ज़िन्दगी
by admin · Published December 28, 2020
Tamanna mujhe bhi thi aasma chune ki..! In unchi patango si bin pakh hawa me udjane ki..!! Lekin mai khud ki hi khamoshi na samjh saka..! Ab samjha to phir se zinda hua hu...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published December 28, 2020
Anjane me kuch alfaz nasuur banjate hai aksar..! Apne har alfaaz pe marham banane se acha hai..!! Mujhe apni soch ka mukhbir banalo tum..!!
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Romantic Shayari / Sad / Shayar / تنہائی / دوستی / ग़म
by admin · Published December 28, 2020
Haqeeqat Jan ker preshan ho gae ye raat..! Ke mere aane se bhi phiki kyu nhi hue ye raat..!! Use bada gurur tha apne astitva pe..! Bhul baitha tha ke uska astitva bhi hai...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Bewafa Shayari / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published December 28, 2020
Jab lagi thokar, to manga hath maine sambhalne ko..! Khoe rahe vo apne khayal me, meri awaz ko darkinara ker..!! Phir bade saste me man gae, mujhe bahar nikalne ko..! Kha bas aik photo...
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / तन्हाई / प्यार
by admin · Published December 28, 2020
Khawabo ke machan pe lagaya tha, teri yaado ka sehra..! Tinka tinka joda tha, is dil ke paydan pe..!! Aik phunk hi to thi, Koe aandhi thodi na thi..! Phir kyse bikhar gae, dastan-e-ishque...
Dil se awaz ye uthi, tuti si kashti hi sahi..! Samundar kitna bhi gehra ho, Khatre kitne bhi ho majeed..!! Mai mukaddar ko phir bhi na kosunga, khud ko pehchani mai sahi..! Hosle buland...
Gaflat me pade rahe, Waqt zaya yu kiya..! Bas khud me khud ko hi khojte rahe..!! Jinme takabbur na tha, Vo kam me bhi khus the..! Takleef jab shiddat se badhi, to momin hogae..!!
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Sad / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published December 28, 2020
Tanha to hum bhi the saki, Tanha to ye chand bhi hai..! Phir bhi andhere ko kate, Kyse ye muskan si hai..!! Tanhae se phir kyu darna, Mar ker bhi tanha jana hai..! Kya...
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar
by admin · Published December 23, 2020 · Last modified December 25, 2020
Khawahisho ke is machan per aise jo tum baithe ho..! Apne haseen pair zameen pe bhi rakho zara, Radde amal kerna bhi zaruri hai..!! Hasrato ki is bhid me, tanha kabhi sochna fursat se..!...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published December 21, 2020 · Last modified December 25, 2020
Hum, Aap, aur aastin ke sanp, chalo sath chalte hai..! Kya kha – vo kyu?- kyu ki aap bhi to humare bare me yehi khayal rakhte hai..!! Honto pe shahad rakh ker bas, muh...
Follow: