Bikhre Rishton Ko Sameta To Dil Mil Gaye,
Bikhre rishton ko sameta to dil mil gaye, Bezubaan rishton mein chahat ke parr lag gaye, Is bedard zamane ki kise hai koi fikar yahan, Jab in nanhe se sapnon ko parr lag gaye.
Asli Shayar / Friendship / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 17, 2020
Bikhre rishton ko sameta to dil mil gaye, Bezubaan rishton mein chahat ke parr lag gaye, Is bedard zamane ki kise hai koi fikar yahan, Jab in nanhe se sapnon ko parr lag gaye.
BoyFriend Shayari / Friendship / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार
by admin · Published April 16, 2020
Kahin chilman ka afsana, kahin chilman mein baithi tu, Nigahon mein tera saya, basi hai un mein tu, Labon pe hai naam tera, hai pyar ye mera deewana, Sine mein jo dhadakta dil, har...
Asli Shayar / Friendship / Life / Love / ज़िन्दगी / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 12, 2020
Thoda tum sanskrit seekho , thoda hum Arbi seekh jate hain, Tum hume Ved seekhao, hum Quran ka path padhate hain, Dekho na Kuch log yahan hume mazhab pe ladate hain, Na unhe Vedo...
Kisi ne raushan kia ek deeya bohot pehle andhere mein, Us deeye ne banke suraj zamane ko raushan kia, Ek koshish maine bhi ki lekin zamane se hat kar zara, Nayee jyot nahi jalai...
Asli Shayar / English / Friendship / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य / हिंदी
by admin · Published April 9, 2020
Nibhae rishte ki bewajah Apne mila nahi karte, Nasihatein milti bohot, madad sahi nahi milte, Kuch soch kar likha tha ye fasana humne, Kuch jumle purane the badal dale humne, Khuli aankhon mein khwab...
Attitude Shayari / Friendship / General / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published April 7, 2020
Bohot seh liye dard-e-dil ka haal humne, Aao ab use hum bhula kar to dekhein, Bohot baha liye aansu is gum mein humne, Aao aaj sath mil kar muskura kar to dekhein. Bohot rangeen...
BoyFriend Shayari / Friendship / Girlfriend Shayari / Life / Loneliness / Love / Sad
by admin · Published February 19, 2019
Kuch hans kar bol diya karo, Kuch hans kar tall diya karo, Youn to bahut pareshaniyan hai, Tumko bhi mujhko bhi, Magar kuch faisley waqt par dal diya karo, Na janey kal koi hasaney...
Wo mil jatey hai kahani ban kar, Dil mein bas jatey hain nishani ban kar, Jinhay hum rakhtey hai apni aankhon mein, Kyun nikal jatey hain wo paani bankar. Read More Shayari: Kisi ki jindagi...
Tumko Samjhta Hun Ae Dost, Kyonki Sabko Hi Aajma Chuka Hun, Kahin Tumko Bhi Pacchtana Na Padey Yahan, Kai Haseenao Se Dhoka Kha Chuka Hun Main. Read More Shayari: Dua Maangi Thi Aashiyaney Ki
Mausam chaahe badalte rahe, Par yaadon ke phool jaroor khilenge, Samay badlegaa, rishtey badlenge, Par hum dost the..hain..aur hameshaa rahenge.. Read More Shayari: Tere Pyar Mein Kuch Aisi Baat Hai
Follow: