Category: Asli Shayar

Faqih-e-Shahr Ki Majlis Se Kuchh Bhala Na Hua

Faqih-e-Shahr Ki Majlis Se Kuchh Bhala Na Hua

FaqIh-e-shahr kI majlis se kuchh bhala na hua ki us se mil ke mizaj aur kafirana hua Abhi abhi vo mila tha hazar baten kiin Abhi abhi vo gaya hai magar zamana hua Vo raat bhuul chuko vo suḳhan na doharao Vo raat ḳhvab...

dukh fasana nahin ki tujhse kahen

Dukh Fasana Nahin Ki Tujhse Kahen

Dukh fasana nahin ki tujh se kahen Dil bhi maana nahin ki tujh se kahen Aaj tak apni bekali ka sabab Khud bhi jaana nahin ki tujh se kahen Be-tarah hal-e-dil hai aur tujh se Dostana nahin ki tujh se kahen Ek tu harf-e-ashna tha magar Ab zamana...

Bada Ehsan Hum Farma Rahe Hain

Bada Ehsan Hum Farma Rahe Hain

Bada ehsan ham farma rahe hain Ki un ke ḳhat unhen lauta rahe hain Nahin tark-e-mohabbat par vo raazi Qayamat hai ki ham samjha rahe hain Yaqin ka rasta tai karne vaale Bahut tezi se vapas aa rahe hain Ye mat bhulo ki...

Baat Koi Ummid Ki Mujhse Nahin Kahi Gai

Baat Koi Ummid Ki Mujhse Nahin Kahi Gai

Baat koi umiid ki mujh se nahin kahi gai So mire ḳhvab bhi gae so meri niind bhi gai Dil ka tha ek muddaa jis ne tabah kar diya Dil men thi ek hi to baat vo jo faqat sahi gai Janiye kya talash thi ‘Jaun’ mire vajud men Jis...

apni manzil ka rasta bhejo

Apni Manzil Ka Rasta Bhejo

Apni manzil ka rasta bhejo Jaan ham ko vahan bula bhejo Kya hamara nahin raha savan Zulf yaan bhi koi ghata bhejo Nai kaliyan jo ab khili hain vahan Un ki ḳhushbu ko ik zara bhejo Ham na jiite hain aur na marte hain Dard bhejo na tum dava bhejo Dhuul udti hai jo us angan...

Apne Sab Yar Kaam Kar Rahe Hain

Apne Sab Yar Kaam Kar Rahe Hain

Apne Sab yaar kaam kar rahe hain Aur ham hain ki naam kar rahe hain Teġh-bazi ka shauq apni jagah Aap to qatl-e-am kar rahe hain Dad-o-tahsin ka ye shor hai kyuun Ham to ḳhud se kalam kar rahe...

Apna Khaka Lagta Hun

Apna Khaka Lagta Hun

Apna ḳhaka lagta huun Ek tamasha lagta huun ainon ko zang laga Ab main kaisa lagta huun Ab main koi shaḳhs nahin Us ka saaya lagta huun Saare rishte tishna hain Kya main dariya lagta huun Us se gale mil kar ḳhud ko Tanha tanha lagta huun Khud ko main sab ankhon men Dhundla dhundla lagta huun Main har lamha...

Ajab Haalat Hamari Ho Gai Hai

Ajab Haalat Hamari Ho Gai Hai

Ajab halat hamari ho gai hai Ye duniya ab tumhārī ho ga.ī hai Suḳhan mera udasi hai sar-e-sham Jo ḳhamoshi pe taari ho gai hai Bahut hi ḳhush hai dil apne kiye par Zamane-bhar men ḳhvari ho gai hai Vo nazuk-lab hai ab jaane hi vaala Miri...