Jazire Shokh Mein Tujhko
Jazire shokh mein tujhko, zamane bhar mein yu dhundha, Dilon ki gehrai se lekar, uzale mein tujhe dhundha, Teri parchhai ki khwahish mein bhatka dar badar yuhi, Tere ekhlak ko pane ko, zamane bhar...
Asli Shayar / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Jazire shokh mein tujhko, zamane bhar mein yu dhundha, Dilon ki gehrai se lekar, uzale mein tujhe dhundha, Teri parchhai ki khwahish mein bhatka dar badar yuhi, Tere ekhlak ko pane ko, zamane bhar...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Kaun hoon mai kya vajood hai mera, Tere seene mein kyun dhadkta hai dil ye mera, Chot tujhko lagti tadap is dil mein hoti hai, Kahin mere seene mein to nahi dhadakta hai ye...
Asli Shayar / General / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 14, 2020
Hum haqeekat ki numaindagi karte rahe, Aur vo apne khwabon ki gazal kehte rahe, Haqeekat na sahi khwab to hai is dil mein tere, varna kayi log murjhae se reh jate hain aksar.
Kuch baat keh gaye vo bas yu hi muskura kar, Ye bhi na jaan paye kya dard guzri hum par, Sitam seh gaye hum bas yu hi muskura kar, Per chehre pe unke na...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 14, 2020
Tere aane se ruki zindagi ki sham dhal gayi, Teri chahat se dil-e-baag mein gulab khil gayi Tere chahat ko nahi dunga nafrat ki shakal, Tu bankar pehli gazal meri labon pe bas gayi....
Abhi kahan, abhi to imaan bahut baki hai, Sitam bahut seh liya, inaam ab bhi baki hai, Na rok khud ko Damini jane se is buland lehron mein, lehron se takra kar paar pana...
BoyFriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार
by admin · Published April 13, 2020
Waqt mangne se kahan milta hai aaj kal, Ye vo keemti lamhe hain batore humne khas kar, Kuch gum hume dedo baki hum bita lenge, Kuch pal haseen tere sang bhi kama lenge.
Munasib na hua, socha unhe takleef na ho, Varna puchh leta unse gar koi aitraaz na ho, Ke gar khushi hoto azadi tujhe apni dedoon tohfe mein, Ye meri Zindagi aise bhi mere kisi...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 13, 2020
Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke, Humne to doobte tinko se jahaz bante dekha hai, Arman hai ki banana hai burz chand pe unko, Humne to kachchi mitti se Taj ko bante...
Gulabi ishq hai, abhi khumar hai isme, Jo par jaye gulal to nasha beshumar hai isme, Labo pe pari hai jo oos ki bundein, Thaharti hai tab tak, jab tak mithaas hai isme. Dariya...
Follow: