Door Kitna Bhi Jao
Door kitna bhi jao, apne gam ko bhula na paoge, Apne hi gam mein tinke ki tarah bikhar jaoge, Dost kehte ho, to maan bhi lo dil se mere yaar, Ek hum hi hai...
Asli Shayar / English / Friendship / General / Life / Love / Love and Relationships / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Door kitna bhi jao, apne gam ko bhula na paoge, Apne hi gam mein tinke ki tarah bikhar jaoge, Dost kehte ho, to maan bhi lo dil se mere yaar, Ek hum hi hai...
Attitude Shayari / General / Life / Love / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Wafa ke ashk se rukhsaar jalne lagte hain, Dil-o-nazar dar-o-diwaar jalne lagte hain, Khud apni aag mein jalte hain jab gul-o-laal, Mohabbat ki aag mein gulzaar jalne lagte hain.
Attitude Shayari / General / Life / Love and Relationships / Sad / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Naseebon ki daur mein, mai sabse badnaseeb tha, Apno ko door kar, parayon ke kareeb tha, ghut ghut kar jeeta raha dusron ke liye, Zindagi ko kareeb se dekhna azeeb tha. Dosti ki daur...
BoyFriend Shayari / Friendship / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 17, 2020
Khwab jo mere hain kisi haqeekat se kam nahi, Sarhadon ki bandish se door, Aankhon mein qaid se hain, Mat puchh ke kaun hai vo malika-e-Tarannum, Kyunki kuch savaal dil ke kone mein ansuljhe...
BoyFriend Shayari / Friendship / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 17, 2020
Aaj pehli baar unko humne rota dekha, Un haseen motiyon ko toot kar bikharta dekha, Socha ke samet loon unko apni bahon mein, Lekin na jane kya kashish thi un motiyon mein, Ki har...
Asli Shayar / General / Life / Love and Relationships / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 17, 2020
Hazaron rang ke gardish mein taare chamak rahe, Ek tara tu bhi ban aur is zameen ko roshan karde, Yu to chamakti hai reet bhi roshni ki god mein aakar, Tu vo roshni ban...
Asli Shayar / Friendship / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 17, 2020
Bikhre rishton ko sameta to dil mil gaye, Bezubaan rishton mein chahat ke parr lag gaye, Is bedard zamane ki kise hai koi fikar yahan, Jab in nanhe se sapnon ko parr lag gaye.
Yun dekh kar guzra zamana, tanhaiyon mein sochta hoon, Kya paya hai maine ab tak aur kya khojta hoon, Har pal nazar aata hai mujhko, guzra hua vo haseen pal, Jisne badal dia mujhe...
BoyFriend Shayari / English / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार
by admin · Published April 16, 2020
Likhi hai kayi gazal, kayi nazm humne, Lekin mere rab ne meri zindagi ka sabse haseen afsana likh dia, Mohabbat ke kayi panne uljhe the uske deedar mein, Uski ek muskurahat ne har panna...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 16, 2020
Pak hai is kaenat ki sabse haseen mohabbat humari, Zamane ko khud mein uljhati ye dastan humari, Chalo kisi kitab mein band karde likh kar, Ke kahin kisi bheed mein kho na jaye mohabbat...
Follow: