Author: admin

अपने आप जल गयी
कल की रात टल गयी

अपने आप जल गयीकल की रात टल गयीइक धुआं उठा थाफिर राख में बदल गयीबून्द बून्द टपकी शब्सड़कों पर पिघल गयीकल जो रात टल गयीकितना कुछ बदल गयी

is ummīd pe roz charāġh jalāte haiñ

is ummīd pe roz charāġh jalāte haiñ aane vaale barsoñ ba.ad bhī aate haiñ ham ne jis raste par us ko chhoḌā hai phuul abhī tak us par khilte jaate haiñ din meñ kirneñ...

chāñdnī-rāt meñ añdherā thā

chāñdnī-rāt meñ añdherā thā is tarah bebasī ne gherā thā mere ghar meñ basī thī tārīkī ghar se bāhar magar saverā thā vo kisī aur kā huā hai aaj vo jo kal tak to...

aao tum hī karo masīhā

aao tum hī karo masīhā.ī ab bahaltī nahīñ hai tanhā.ī tum ga.e the to saath le jaate ab ye kis kaam kī hai bīnā.ī ham ki the lazzat-e-hayāt meñ gum jaañ se ik mauj-e-tishnagī...