Author: admin

shayri

क्यूं खुश हो जाता हु में तुम्हारी ख़ुशी देख के

क्यूं खुश हो जाता हु में तुम्हारी ख़ुशी देख के……! क्यूं हो जाता हूं मैं हताश तुम्हें उधास देख के ..! चहक सा उठा हूँ मैं जब मिलने की बारी आती है….! पर क्यों...

sad

Baadal Hai Bahut Aur Baarish Bhi

Baadal hai bahut aur baarish bhi Sadkon me machi hai jal thal bhi mastaaani hawaayen behthi hain hai raqs me saara jungle bhi Aur Mor bhi sab par khole hai baaghon me papiha bole...

shayri

Shaitaan To Hai Zinda

Aisa nahi ke Nafs ka Shaitaan Mar gaya hai Shaitaan to hai Zinda Haan! Musalmaan Mar gaya hai Sajdo me Sar Jhukane ki Fursat nahi rahi Momin ki rooh me basa Insaan mar gaya...

gajald1

Dahr Mein Naqsh-E-Wafa Wajah-E-Tasalli Na Hua

Dahr meñ naqsh-e-vafā vajhe-tasallī na huā Hai ye vo lafz ki sharminda-e-manī na huā Sabza-e-ḳhat se tirā kākul-e-sarkash na dabā Ye zamurrad bhī harīf-e-dam-e-afī na huā Maiñ ne chāhā thā ki andoh-e-vafā se Chhūtūñ...

gajalc2

Chashm-E-Khuban Khamushi Mein Bhi Nawa-Pardaz Hai

Chashm-e-ḳhūbāñ ḳhāmushī meñ bhī navā-Pardāz hai Surma to kahve ki dūd-e-shola-e-Avāz hai Paikar-e-ushshāq sāz-e-tāla-e-nā-Sāz hai Naala goyā gardish-e-saiyyāra kī Avāz hai Dast-gāh-e-dīda-e-ḳhūñ-bār-e-majnūñ dekhnā Yak-bayābāñ jalva-e-gul farsh-e-pā-Andāz hai Chashm-e-ḳhūbāñ mai-farosh-e-nashshah-zār-e-nāz hai Surma goyā mauj-e-dūd-e-shola-e-āvāz hai...